Duniya Se Door Nai Ik Duniya - Song Cover Image

Duniya Se Door Nai Ik Duniya by singer Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar Lyrics in Hindi

ArtistHemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar
Album
LanguageHindi
MusicRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Duniya Se Door Nai Ik Duniya Sung by Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar | Written by Ravindra Jain

Duniya Se Door Nai Ik Duniya lyrics in Hindi with official video. Sung by Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar and written by Ravindra Jain. Watch & read full lyrics online.
Duniya Se Door Nai Ik Duniya lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar from Madhu Malti (1978). The music of Duniya Se Door Nai Ik Duniya Romantic track is composed by Ravindra Jain while the lyrics are penned by Ravindra Jain.
Duniya se door nayi ik duniya aa
Chalo ham basaa len
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya aa
Chalo ham basaa len
Chalo ham basaa len
Kaliyon se phoolon se
Anjaani bhoolon se
Kaliyon se phoolon se
Anjaani bhoolon se
Zindagi sajaa len
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya aa
Chalo ham basaa len
Chalo ham basaa len
Jeevan hai ae
Behti huyi hai dhaara aa
Jeevan hai
Behti huyi hai dhaara aa
Saathi mil jaaye to samjho
Mil gaya kinaara
O saathi mil jaaye to samjho
Mil gaya kinaara
Dilon ko milaa de
Jo aur paas laa de
Do dilon ko milaa de
Jo aur paas laa de
Wo raastaa nikaalen
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya aa
Chalo ham basaa len chalo
Chalo ham basaa len
Chamke re ae
Jaise ki dhruv taara aa
Chamke re ae
Jaise ki dhruv taara aa
Waise janmon se janmon tak
Saath hai hamaara
Waise janmon se janmon tak
Saath hai hamaara
Dilon ka ye kehna hai
Judaa nahin rehna hai
Do dilon ka ye kehna hai
Judaa nahin rehna hai
Ye kasam utthhaa len
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya
Chalo ham basaa len
Chalo ham basaa len
atozlyric.com
Aa gaye hain
Ham aisi raahon mein ae
Aa gaye hain
Ham aisi raahon mein ae
Hamen jeena bhi
Marna bhi
Ab inhi baahon mein
O hamen jeena bhi
Marna bhi
Ab inhi baahon mein
Arey dabi dabi dhadkan mein
Baat hai jo is mann mein
Dabi dabi dhadkan mein
Baat hai jo is mann mein
Keh dein ya chhupaa len
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya
Chalo ham basaa len
Chalo ham basaa len
Kaliyon se phoolon se
Anjaani bhoolon se
Kaliyon se phoolon se
Anjaani bhoolon se
Zindagi sajaa len
Chalo ham basaa len
Duniya se door nayi ik duniya
Chalo ham basaa len
Chalo chalo ham basaa len
Chalo chalo ham basaa len
O chalo chalo ham basaa len
Ho chalo chalo ham basaa len.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Duniya Se Door Nai Ik Duniya lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Duniya Se Door Nai Ik Duniya" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Duniya Se Door Nai Ik Duniya?

"Duniya Se Door Nai Ik Duniya" is beautifully sung by Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Duniya Se Door Nai Ik Duniya?

The lyrics were written by Ravindra Jain and the music was composed by Ravindra Jain.

Where can I find Duniya Se Door Nai Ik Duniya lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Duniya Se Door Nai Ik Duniya" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Duniya Se Door Nai Ik Duniya?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Duniya Se Door Nai Ik Duniya from?

"Duniya Se Door Nai Ik Duniya" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Duniya Se Door Nai Ik Duniya?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Duniya Se Door Nai Ik Duniya" – Lyrics Meaning & Theme

"Duniya Se Door Nai Ik Duniya" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar. The music, composed by Ravindra Jain, perfectly blends with the lyrics penned by Ravindra Jain.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Duniya Se Door Nai Ik Duniya" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.