Mohabbat Ek Haqeeqat Hai - Song Cover Image

Mohabbat Ek Haqeeqat Hai by singer Anup Jalota Lyrics in Hindi

ArtistAnup Jalota
Album
LanguageHindi
MusicAnup Jalota
Lyricist
Labeluniversal music
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Mohabbat Ek Haqeeqat Hai Sung by Anup Jalota | Written by Unknown

Mohabbat Ek Haqeeqat Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Anup Jalota and written by . Watch & read full lyrics online.
Mohabbat Ek Haqeeqat Hai lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Life Story (2007). Mohabbat Ek Haqeeqat Hai Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
atozlyric.com
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Hasee jalwo ka markaz hain
Jahan tum sajda karte ho
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Wahan kaawa nahi hota
Ke kuchh khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Karam hain un khayalo ka
Jo dil behlaye rakhte hain
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Bhala kis ke tasvoor mein
Sanam khana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Jo ehale zarf hote hain
Bakad e zarfe peete hain
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Chhalak jaata hain jo
Unka paimaana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Nazar ka husn bhi saamil ho
Paimaano mein e rindo
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Jahan saqi nahi hota
Woh maikhana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Mohabbat ki parshtish ke liye
Ek raat kaafi hain
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Subhaah tak jeenda reh jaaye
Woh parwana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Tasvoor ko bhi e saadab
Hum apna samajhte hain
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Jo deta hain tassli dil ko
Begana nahi hota
Mohabbat ek haqeeqat hai
Ye afsana nahi hota
Kabhi apni khushi se
Koi deewana nahi hota.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mohabbat Ek Haqeeqat Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mohabbat Ek Haqeeqat Hai?

"Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" is beautifully sung by Anup Jalota. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mohabbat Ek Haqeeqat Hai?

The lyrics were written by a renowned lyricist and the music was composed by Anup Jalota.

Where can I find Mohabbat Ek Haqeeqat Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mohabbat Ek Haqeeqat Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Mohabbat Ek Haqeeqat Hai from?

"Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mohabbat Ek Haqeeqat Hai?

This track falls under the Ghazal genre and was released by universal music.

About "Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Anup Jalota. The music, composed by Anup Jalota, perfectly blends with the lyrics penned by a skilled lyricist.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label universal music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mohabbat Ek Haqeeqat Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.