Chanda Bhi Nazar Aayega - Song Cover Image

Chanda Bhi Nazar Aayega by singer Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar Lyrics in Hindi

ArtistNitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar
Album
LanguageHindi
MusicAnu Malik
LyricistHasrat Jaipuri
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Chanda Bhi Nazar Aayega Sung by Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar | Written by Hasrat Jaipuri

Chanda Bhi Nazar Aayega lyrics in Hindi with official video. Sung by Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar and written by Hasrat Jaipuri. Watch & read full lyrics online.
Chanda Bhi Nazar Aayega lyrics, the song is sung by Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar from Namak (1996). Chanda Bhi Nazar Aayega Sad soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Chanda bhi nazar aayega
Suraj bhi nazar aayega
Sab log nazar aayenge
Par tu nazar nahi aayegi
Par tu nazar nahi aayegi
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tu iss ghar ko chhod ke chal dee
Humse mukhda mod ke chal dee
Sab se rista chhod ke chal dee
Pee se nata jod ke chal dee
O behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
atozlyric.com
Ab yeh angana ho gaya suna
Dard badha ab dil ka dugna
Bheege bheege more naina
Chal diya mere dil ka chaina
Reh gaya tham ke dil bechara
Ek anaath bhaiya tumhara
Reh gaya tham ke dil bechara
Ek anaath bhaiya tumhara
O gudiya o behna o laado khush rehna
Maat peeta ki akhiya roye
Wo bachpan ki sakhiya roye
Galiya aur chaubare roye
Tu jo chali to saare roye
Main kitna azaad tha gham se
Kya ronak thi tere dam se
Main kitna azaad tha gham se
Kya ronak thi tere dam se
Ab to meri kaun sunega
Bhaiya tere sapne bunega
Ab to meri kaun sunega
Bhaiya tere sapne bunega
Behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tujhko piya ke desh hai jana
Na jaane phir kab ho aana
Mehki mehki raat bhi aayi
Dekh teri baarat bhi aayi
Ek din yeh to hona hi tha
Milke aakhir khona hi tha
Ek din yeh to hona hi tha
Milke aakhir khona hi tha
Meri dua ka gehna le jaa
Le jaa meri behna le jaa
Meri dua ka gehna le jaa
Le jaa meri behna le jaa
Behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
Tu iss ghar ko chhod ke chal dee
Humse mukhda mod ke chal dee
Sab se rista chhod ke chal dee
Pee se nata jod ke chal dee
O behna khush rehna behna
O gudiya o behna o laado khush rehna
Khush rehna khush rehna
Khush rehna khush rehna
Khush rehna khush rehna.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Chanda Bhi Nazar Aayega lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Chanda Bhi Nazar Aayega" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Chanda Bhi Nazar Aayega?

"Chanda Bhi Nazar Aayega" is beautifully sung by Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Chanda Bhi Nazar Aayega?

The lyrics were written by Hasrat Jaipuri and the music was composed by Anu Malik.

Where can I find Chanda Bhi Nazar Aayega lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Chanda Bhi Nazar Aayega" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Chanda Bhi Nazar Aayega?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Chanda Bhi Nazar Aayega from?

"Chanda Bhi Nazar Aayega" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Chanda Bhi Nazar Aayega?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Chanda Bhi Nazar Aayega" – Lyrics Meaning & Theme

"Chanda Bhi Nazar Aayega" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam, Shabbir Kumar. The music, composed by Anu Malik, perfectly blends with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Chanda Bhi Nazar Aayega" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.