Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal - Song Cover Image

Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal by singer Rajendra Mehta Lyrics in Hindi

ArtistRajendra Mehta
Album
LanguageHindi
MusicRajen Bhoorey
LyricistSudarshan Faakir
Labelt-series
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal Sung by Rajendra Mehta | Written by Sudarshan Faakir

Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal lyrics in Hindi with official video. Sung by Rajendra Mehta and written by Sudarshan Faakir. Watch & read full lyrics online.
Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal lyrics, the song is sung by Rajendra Mehta from Saadgi (1995). Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal Ghazal soundtrack was composed by Rajen Bhoorey with lyrics written by Sudarshan Faakir.
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Chhaon mein aashiyaan thaa
Ek chhota makaan thaa
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Chhod kar gaaon ko
Uss ghani chhaon ko
Sheher ke ho gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Chhaon mein aashiyaan thaa
Ek chhota makaan thaa
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Sheher ko aa gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Woh nadi ka kinaara
Jis pe bachpan guzara
Woh ladakpan deewana
Roz panghat pe jaana
Woh ladakpan deewana
Roz panghat pe jaana
Phir jab aayi jawaani
Ban gaye hum kahaani
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Sheher ke ho gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Itane gehare the rishtey
Log they yaa farishtey
Ek tukada zamee thi
Apni jannat wahin thi
Ek tukada zamee thi
Apni jannat wahin thi
Haay re badnasibi
Naam jiska gareebi
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Sheher ke ho gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Ye to pardesh thehra
Is phie desh bikhehra
Hadso ki ye basti
Koi mela na masti
Hadso ki ye basti
Koi mela na masti
Kyaa yahan zindagi hain
Har koi ajanabi hain
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Sheher ke ho gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
atozlyric.com
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon
Chhaon mein aashiyaan thaa
Ek chhota makaan thaa
Chhod kar gaaon ko hum
Uss ghani chhaon ko hum
Sheher ko aa gaye hain
Bheed mein kho gaye hain
Ek pyara sa gaon
Jis mein peepal ki chhaon.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal?

"Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" is beautifully sung by Rajendra Mehta. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal?

The lyrics were written by Sudarshan Faakir and the music was composed by Rajen Bhoorey.

Where can I find Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal from?

"Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal?

This track falls under the Ghazal genre and was released by t-series.

About "Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" – Lyrics Meaning & Theme

"Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Rajendra Mehta. The music, composed by Rajen Bhoorey, perfectly blends with the lyrics penned by Sudarshan Faakir.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ek Pyarasa Gaon Jis Mein Peepal" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.