Ek Raja Ki Sun Lo Kahani - Song Cover Image

Ek Raja Ki Sun Lo Kahani by singer Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistRajendra Krishan
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Ek Raja Ki Sun Lo Kahani Sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Written by Rajendra Krishan

Ek Raja Ki Sun Lo Kahani lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and written by Rajendra Krishan. Watch & read full lyrics online.
Ek Raja Ki Sun Lo Kahani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Mehrban (1967). Ek Raja Ki Sun Lo Kahani Sad soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Rajendra Krishan.
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani
Kahi hathi na ghode na sena koi
Na kahi thi koi rajdhani
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani
Teen bete the aankho ke tare
Bade pyare pyare dilo ke sahare
Wo the raja ke anmol moti
Nigaho ke jyoti the maa ke dulare
Palko ki chhav mein
Ghujara tha bachpan
Masti mein gujari jawani
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani
atozlyric.com
Ek aisa agar din bhi aaya
Jisne raja ko nirdhan banaya
Ho gaye khali sare khazane
Haye kaisa yeh andher chhaya
Ujad gaya do roz mein
Basa basaya raj
Kal tak jaha bahar thi
Dhul ude hai aaj
Wo jo bete the aankho ke tare
Raja rani ke dil sahare
Kaam aise mein
Wo bhi na aaye
Chhupte firte the a
Ankhe chhupaye
Aaram ke sathi kya kya the
Jab waqt padha to koi nahi
Dhan dhaulat ke
Sab rishte hai
Dhan ruth gaya to koi nahi
Kaun girte ko deta sahara
Wo raja bechara thaka
Aur hara
Sochta tha kaha hai wo moti
Wo aankho ki jyoti bane
Jo sahara
Raja to chup chap pita
Tha aanshu
Chup chup ke roti thi rani
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani
Ho gaya apna khun paraya
Ho gaya apna khun paraya
Kaam magar ek chakar aaya
Ek bhola insaan waha tha
Bachpan se mehman waha tha
Usne tukde khaye
Sada usi ke panv dhabaya
Un bedardo ki mehfil mein
Ek wahi hamdard bacha tha
Lekin malik ko kya deta
Bechare ke paas hi kya tha
Bechare ke paas hi kya tha
Apne malik me kadmo
Mein ro ro ke
Khush hota charan uske
Dho dho ke
Apna tan man nayochhavar
Wo karta raha
Ek ishare pe malik ke
Marta raha
Hai kahani baat magar
Pal hi ki hai
Na samjhna ise tum purani
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani
Kahi hathi na ghode na sena koi
Na kahi thi koi rajdhani
Ek raja ki sun lo kahani
Ek raja ki sun lo kahani.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ek Raja Ki Sun Lo Kahani lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ek Raja Ki Sun Lo Kahani?

"Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" is beautifully sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ek Raja Ki Sun Lo Kahani?

The lyrics were written by Rajendra Krishan and the music was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

Where can I find Ek Raja Ki Sun Lo Kahani lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ek Raja Ki Sun Lo Kahani?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Ek Raja Ki Sun Lo Kahani from?

"Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ek Raja Ki Sun Lo Kahani?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" – Lyrics Meaning & Theme

"Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. The music, composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi), perfectly blends with the lyrics penned by Rajendra Krishan.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ek Raja Ki Sun Lo Kahani" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.