Allah Hoo Sung by Master Aziz | Written by Anand Bakshi
Allah Hoo lyrics in Hindi with official video. Sung by Master Aziz and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Allah Hoo lyrics, the song is sung by Master Aziz from Kala Dhanda Goray Log (1986). Allah Hoo Religious soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Allah hoo allah hoo allah hoo
Allah hoo allah hoo
Hoo hoo hoo……..
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Kehate hi sar se bala tali
Ali ali ali ali ali ali
Duniya mein mushkil hain kya
Duniya mein mushkil hain kya
Duniya mein mushkil hain kya
Himmat marda madat khuda
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Agar dil ko yeh hausala mil gaya
Toh bande ko samajho khuda mil gaya
Ghumm ki kaali raat dhali
Subah ki thandi hawa chali ali ali
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Kehate hi sar se bala tali
Ali ali ali ali ali ali
Tujhe hazaron ne
Laakhon ne aajmaya hain
Aajmaaya hain tujhe aajmaaya hain
Ho tera hi naam toh mushkil mein
Kam aaya hain kam aaya hain
Kam aaya hain
Uthaake haath jo manga hain
Sabane paya hain
Teri nigahein karam ka
Sabhi pe saya hain
Main hoon marij e ghum mera dabib tu
Mera sawaar de bigada naseeb tu
Sabaka habeeb tu sabake kareeb tu
Sabaka habeeb tu hi tu
Sabake kareeb tu hi tu
Sab tere tu hai sab ka allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Kehate hi sar se bala tali
Ali ali ali ali ali ali
atozlyric.com
Bigada hain naseeba toh sanwar jayega
Khaali hain daaman toh yeh bhar jayega
Aaya hai bura waqt gujar jaayega
Dar jaayega jo shaks woh mar jayega
Kis waste yeh dil mayus aaj hain
Hain kaun baadshah kya takho taaj hain
Kis waste yeh dil mayus aaj hain
Hain kaun baadshaah kya takho taaj hain
Dono jahaan par maalik ka raaj hain
Dono jahaan par maalik ka raaj hain
Yeh duniya kya woh duniya allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Kehate hi sar se bala tali
Ali ali ali ali ali ali
Tere hujur mein haajir
Tera sawaali hain
Tera sawaali hain
Tera sawaali hain
Tera makaam jamaane mein
Sabse aali hain
Sabse aali hain sabse aali hain
Naseeb ne meri
Ummid tod daali hain
Naseeb se main ladunga
Kasam utha li hain
Kya darr ki baat hain
Kya ghum ki raat hain
Sar pe mere teri rehmat ka haat hain
Tanaha nahin hoon main
Tu mere saath hain
Tanaha nahin hoon main
Tu mere saath hai
Duniya hain dushman toh kya allaah
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali
Kehate hi sar se bala tali
Ali ali ali ali ali ali
Duniya mein mushkil hain kya
Duniya mein mushkil hain kya
Aji duniya mein mushkil hain kya
Himmat marda madat khuda
Allaah hi allaah ali ali ali ali ali ali…..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Allah Hoo lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Allah Hoo" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Allah Hoo?
"Allah Hoo" is beautifully sung by Master Aziz. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Allah Hoo?
The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).
Where can I find Allah Hoo lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Allah Hoo" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Allah Hoo?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Allah Hoo from?
"Allah Hoo" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Allah Hoo?
This track falls under the Religious genre and was released by t-series.
About "Allah Hoo" – Lyrics Meaning & Theme
"Allah Hoo" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Master Aziz. The music, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.
The song dives into themes of Religious. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Religious music.
Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Allah Hoo" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.