Mera Dil Aashiqaana Hai - Song Cover Image

Mera Dil Aashiqaana Hai by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Mera Dil Aashiqaana Hai Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by Shakeel Badayuni

Mera Dil Aashiqaana Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by Shakeel Badayuni. Watch & read full lyrics online.
Mera Dil Aashiqaana Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Pyaar Kiya To Darna Kya (1963). The music of Mera Dil Aashiqaana Hai Playful track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.
Bahut haseen hai
Duniya meri nigaahon mein
Jo bas chaley to luta doon main
Dil ko raahon mein
Kyun bhai kis liye
Is liye ke mera dil il il
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Kabhi is par nisaar
Kabhi us par nisaar
Ye to zaalim deewaana hai ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai
Kabhi itna garoor nahin karna hazoor
Bada naazuk zamaana hai ae
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Ye chaahta hoon mulaaqaat ho haseenon se
Isi liye to ulajhhta hoon maahjabeenon se
Main to bas husn ka parwaana hoon
Hosh mein rah ke bhi deewaana hoon
Sirf itni hai haqeeqat meri
Ek rangeen sa afsaana hoon
Jo bhi nazren milaaye
Kabhi bachkar na jaaye
Jo bhi nazren milaaye
Kabhi bachkar na jaaye
Mera aisa nishaana hai ae ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai
atozlyric.com
Jaley jo shama to parwaane uspe girte hain
Tumhaare jaise jahaan mein hazaar phirte hain
Pyaar kya cheez hai tum kya jaano
Pehle khud ko to zara pehchaano
Tumse ek baat kahe dete hain
Chaahe maano ya ise na maano
Ek se dil lagaao use apna banaao
Ek se dil lagaao use apna banaao
Bura sabko sataana hai
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Sikha de koi mujhe pyaar to karam hoga
Jo pyaar seekh gaye tum
Bada sitam hoga
Zindagi meri sambhal jaayegi
Pyaar ki aag mein jal jaayegi
Aur agar ye bhi gawaara ho mujhe
Phir to duniya hi badal jaayegi
Koi dil to lagaaye
Pyaar kar ke dikhaaye
Koi dil to lagaaye
Pyaar kar ke dikhaaye
Ab to ye aajmaana hai ae ae
Mera dil aashiqaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai
Kabhi itna garoor nahin karna hazoor
Bada naazuk zamaana hai ae ae
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Ho mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye
Ye to jhoothha fasaana hai haaye
Mera dil aashiqaana hai haaye.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mera Dil Aashiqaana Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mera Dil Aashiqaana Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mera Dil Aashiqaana Hai?

"Mera Dil Aashiqaana Hai" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mera Dil Aashiqaana Hai?

The lyrics were written by Shakeel Badayuni and the music was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

Where can I find Mera Dil Aashiqaana Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mera Dil Aashiqaana Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mera Dil Aashiqaana Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Mera Dil Aashiqaana Hai from?

"Mera Dil Aashiqaana Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mera Dil Aashiqaana Hai?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Mera Dil Aashiqaana Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Mera Dil Aashiqaana Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi), perfectly blends with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mera Dil Aashiqaana Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.