Abhi Abhi Hatho Me Mehendi - Song Cover Image

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi by singer Anuradha Paudwal Lyrics in Hindi

ArtistAnuradha Paudwal
Album
LanguageHindi
MusicChitragupta Shrivastava
LyricistVyas
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi Sung by Anuradha Paudwal | Written by Vyas

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi lyrics in Hindi with official video. Sung by Anuradha Paudwal and written by Vyas. Watch & read full lyrics online.
Abhi Abhi Hatho Me Mehendi lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Shiv Shakti (1980). The music of Abhi Abhi Hatho Me Mehendi Playful track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Bharat Vyas.
Abhi abhi hatho
Mein mehandi rachi hai
Abhi abhi hatho
Mein mehandi rachi hai
Abhi abhi maathe
Pe bindiya saji hai
Aage aage dekho ji kya hoga
Kya hoga ji ab kya hoga
Abhi abhi hatho mein
Mehandi rachi hai
Abhi abhi maathe
Pe bindiya saji hai
Rut hai saayi rangeeli
Jodi kaisi saji re
Rut hai saayi rangeeli
Jodi kaisi saji re
Saajan ki aankhon
Mein sapne milan ke
Sajani ki aankhein lachili
Komal kalaai mein
Khanka hai kangna
Komal kalaai mein
Khanka hai kangna
Gazre ke phoolo se
Mehka hai angna
Aage aage dekho ji kya hoga
Kya hoga ji ab kya hoga
Abhi abhi hatho mein
Mehandi rachi hai
Abhi abhi maathe
Pe bindiya saji hai
Bandh gayi preetam se dori
Khol gayi gori ki chori
Bandh gayi preetam se dori
Khol gayi gori ki chori
Saiyyan ko ghunghat
Se chup chupke dekhe
Chanda ko jaise chakori
Naino mein pee ki
Sooratiyan basi hai
Naino mein pee ki
Sooratiyan basi hai
Mann mein khushi
Hotho pe hasee hai
Aage aage dekho ji kya hoga
Kya hoga ji ab kya hoga
Abhi abhi hatho mein
Mehandi rachi hai
Abhi abhi maathe
Pe bindiya saji hai
atozlyric.com
Bela milan ki aayi
Goriya bithi lazaai
Bela milan ki aayi
Goriya bithi lazaai
Kisne sajaniya ke
Kaano mein chhedi
Meethi madhur sehnaai
Naata rati se madan ne hai joda
Naata rati se madan ne hai joda
Muskake phoolo
Bhara baan chhoda
Aage aage dekho ji kya hoga
Kya hoga ji ab kya hoga
Aage aage dekho ji kya hoga
Kya hoga ji ab kya hoga.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Abhi Abhi Hatho Me Mehendi?

"Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" is beautifully sung by Anuradha Paudwal. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Abhi Abhi Hatho Me Mehendi?

The lyrics were written by Vyas and the music was composed by Chitragupta Shrivastava.

Where can I find Abhi Abhi Hatho Me Mehendi lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Abhi Abhi Hatho Me Mehendi?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Abhi Abhi Hatho Me Mehendi from?

"Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Abhi Abhi Hatho Me Mehendi?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" – Lyrics Meaning & Theme

"Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Anuradha Paudwal. The music, composed by Chitragupta Shrivastava, perfectly blends with the lyrics penned by Vyas.

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Abhi Abhi Hatho Me Mehendi" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.