Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan - Song Cover Image

Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan by singer Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicRajesh Roshan
LyricistAnand Bakshi
Labelpolydor
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan Sung by Mohammed Rafi | Written by Anand Bakshi

Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Swarg Narak (1978). The music of Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan Sad track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Aag hai lagi huyi
Aag hai lagi huyi
Har taraf yahaan wahaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Aag hai lagi huyi
Har taraf yahaan wahaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Aag hai lagi huyi
Dil kyaa
Ha ha ha
Kaanch ka khilona hai
Swapan ek salonaa hai
Dil badaa naazuk hai ye
Toot na jaaye kahin
Khelte hain dil se jo
Ye khabar unko nahin
Dil badaa naazuk hai ye
Toot na jaaye kahin
Khelte hain dil se jo
Ye khabar unko nahin
Dil gayaa to kyaa rahaa
Dil ke saath hai jahaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Aag hai lagi huyi
atozlyric.com
Cheez kya hai pyaar ye
Ik dawaa hai pyaar ye
Ye dawaa kabhi kabhi
Gham ka jaam ban gayi
Zindagi ki har subah
Ek shaam ban gayi
Raushni chali gayi
Raushni chali gayi
Rah gayaa dhuaan dhuaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Dor toot jaati hai
Jode gaanth aati hai
Shaadi aur byaahen
Rishtaa ek baar kaa
Saat janam ke waaste
Ek waadaa pyaar kaa
Shaadi aur byaahen
Rishtaa ek baar kaa
Saat janam ke waaste
Ek waadaa pyaar kaa
Ek pal mein ho gaye
Hahahahahaha
Ek pal mein ho gaye
Phir bhi log badgumaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Aag hai lagi huyi
Har taraf yahaan wahaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan
Aag hai lagi huyi
Har taraf yahaan wahaan
Jal rahi hai ye zameen
Jal rahaa hai aasmaan.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan?

"Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" is beautifully sung by Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan?

The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Rajesh Roshan.

Where can I find Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan from?

"Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan?

This track falls under the Sad genre and was released by polydor.

About "Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" – Lyrics Meaning & Theme

"Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi. The music, composed by Rajesh Roshan, perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label polydor in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Aag Hai Lagi Hui Yahan Wahan" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.