Te Mati Sabhi Ke Kahani - Song Cover Image

Te Mati Sabhi Ke Kahani by singer Mahendra Kapoor Lyrics in Hindi

ArtistMahendra Kapoor
Album
LanguageHindi
MusicRamchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
LyricistVyas
Labelsaregama
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Te Mati Sabhi Ke Kahani Sung by Mahendra Kapoor | Written by Vyas

Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics in Hindi with official video. Sung by Mahendra Kapoor and written by Vyas. Watch & read full lyrics online.
Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Navrang (1959). The music of Te Mati Sabhi Ke Kahani Sad track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Bharat Vyas.
Naa raaja rahega, naa raani rahegee
Yeh duneeya hai fanee fanee rahegee
Naa jab ek bhee jindganee rahegee
Toh matee sabhee kee kahaanee kahegee
Toh matee sabhee kee kahaanee kahegee
Dikhayegee rana ke ran kee nishaanee
Kahegee shivajee ke praan kee kahaanee
Batlaayegee muglo kee baate anjaanee
Uss gadar jaychand kee jindagaanee
Yeh aapas kee sab badgumaanee kahegee
Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee
Jo the desh dushan gulaamee ke rahee
Lage pharne iss vatan par sayahee
Videsho kee karne lage vah vahee
Gaya desh hatho se aayee tabhaayee
Yeh bhar bhar ke aanko me paanee kahegee
Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee
Phir svatantra kaa esha sangram aaya
Ke har aadamee desh ke kam aaya
Ladee vir janshi kee rani bhavaanee
Hajaro ne lakho ne johar jalaya
Yeh kurbaniya khud jubani kahegee
Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee
(svatantra sangram nahee woh bagawat thee
Mutni yahee itihas kehta hai)
Jala do yeh itihas jhote tumhaare
Yahaan jare jare pe sach hai likha re
Julam woh tumhare sitam woh tumhaare
Karo yaad uff karname woh kare
Ke phatar se aanso kee dhara bahegee
atozlyric.com
Yeh matee sabhee kee kahaanee kahegee
Yeh matee hai tabse naa jab tum the aaye
Yeh matee rahegee naa jab tum rahoge
Iss matee ke niche dabee hai kathaye
Yeh khud hee kahegee re tum kya kahoge
Jameen aasman thartha ke rahegee
Yeh mati sabhee kee kahaanee kahegee.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Te Mati Sabhi Ke Kahani" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Te Mati Sabhi Ke Kahani?

"Te Mati Sabhi Ke Kahani" is beautifully sung by Mahendra Kapoor. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Te Mati Sabhi Ke Kahani?

The lyrics were written by Vyas and the music was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra).

Where can I find Te Mati Sabhi Ke Kahani lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Te Mati Sabhi Ke Kahani" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Te Mati Sabhi Ke Kahani?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Te Mati Sabhi Ke Kahani from?

"Te Mati Sabhi Ke Kahani" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Te Mati Sabhi Ke Kahani?

This track falls under the Sad genre and was released by saregama.

About "Te Mati Sabhi Ke Kahani" – Lyrics Meaning & Theme

"Te Mati Sabhi Ke Kahani" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mahendra Kapoor. The music, composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), perfectly blends with the lyrics penned by Vyas.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Te Mati Sabhi Ke Kahani" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.