Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai - Song Cover Image

Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicRavindra Jain
LyricistRavindra Jain
Labelsaregama
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by Ravindra Jain

Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by Ravindra Jain. Watch & read full lyrics online.
Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Meharbaani (1982). Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai Qawwali soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.
Mat puchh ke kiske aashiq hai
Mat puchh ke kiske aashiq hai
Chup rehana hamara kaafi hai
Chup rehana hamara kaafi hai
Ek pardanshi ka pardanshi pardanshi
Ek pardanshi ka raaz hai ham
Bas itna ishaara kaafi hai
Bas itna ishaara kaafi hai
Mat puchh ke kiske aashiq hai
Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi
Yaha pardanshi to lakho hai
Yaha pardanshi to lakho hai
Kaliyo mein khushboo pardanshi
Aankho mein hai aansu pardanshi
Main pardanshi tu pardanshi
Main pardanshi tu pardanshi
Har ek guftgu pardanshi
Har ek guftgu pardanshi
Har dil mein mohabbat pardanshi
Har dil mein mohabbat pardanshi
Dilbar ki inayat pardanshi
Dilbar ki inayat pardanshi
Pardanshi pardanshi
atozlyric.com
Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi
Yaha pardanshi to lakho hai
Phir kaise ishaara kafi hai
Phir kaise ishaara kafi hai
Gar raaz khule to baat bane baat bane
Gar raaz khule to baat bane
Yeh kehana hamara kaafi hai
Chup rehana hamara kaafi hai
Mat puchh ke kiske aashiq hai
Koi aur kahe is se pehale
Tum dil ki haqiqat khud keh do
Koi aur kahe is se pehale
Tum dil ki haqiqat khud keh do
Jise karte ho sajde chhup chhup kar
Hai kaun si surat khud keh do
Hai kaun si surat khud keh do
Hai kaun si surat khud keh do
Is betaabi ke aalam mein
Is betaabi ke aalam mein
Jo waqt guzara kaafi hai
Jo waqt guzara kaafi hai
Gar raaz khule to baat bane
Aahe aansu dard jigar ka
Ishq mein hai saugaate
Tode takhti fade kagaz
Phenk de kalam dawati
Ek kalab mehboob ki rakhe
Din ho chahe rate
Ishq na yaar ka mazhab puchhe
Na hi puchhe jaati
Ishq gar raaz hai to use
Parde mein hi rehana chahiye
Kisi ka raaz hai muh se
Yeh bhi to nahi kehana chahiye
Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
Chehare se haya ho jaate hai
Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
Chehare se haya ho jaate hai
Suli bhi ishq mansoor ishq
Suli bhi ishq mansoor ishq
Musa bhi ishq kohetur ishq
Musa bhi ishq kohetur ishq
Har husn ki aankh ka noor ishq
Har husn ki aankh ka noor ishq
Hai masti mein matmoor ishq
Hai masti mein matmoor ishq
Nazdik nahi hai door ishq
Nazdik nahi hai door ishq
Aur ishq mein chkna choor ishq
Aur ishq mein chkna choor ishq
Puchho jo hqiqat ishq ki to
Hai maula ko manzoor ishq
Hai maula ko manzoor ishq
Hai maula ko manzoor ishq
Kabhi ishq chhupaye chhupta hai
Chehare se haya ho jaata hai
Hotho pe magar ho khamoshi
Nazro se baya ho jaata hai
Nazro se baya ho jaata hai
Nazro se baya ho jaata hai
Is raaz ko raaz hi rehane do
Is raaz ko raaz hi rehane do
Puchho na dobaara kaafi hai
Puchho na dobaara kaafi hai
Gar raaz khule to baat bane
Hai ishq na paas tu aur bada
Tu husn ka loha man bhi ja
Hai ishq na paas tu aur bada
Tu husn ka loha man bhi ja
Is husn ka rutba bade kare
Is husn ka rutba bade kare
Jo ishq pe sajda kare kare
Jo ishq pe sajda kare kare
Saaki bhi husn maikhan bhi husn
Saaki bhi husn maikhan bhi husn
Har phool husn gulzar husn
Har phool husn gulzar husn
Mumtaz nahi tumtaar husn
Mumtaz nahi tumtaar husn
Khuddar bhi hai dildar husn
Khuddar bhi hai dildar husn
Nahi husn to duniya mein kuchh bhi nahi
Hai khas khuda ka yaar husn
Hai khas khuda ka yaar husn
Hai khas khuda ka yaar husn
Hai ishq na paas tu aur bada
Tu husn ka loha man bhi ja
Hai dono ka mazhab ek wafa
Aa uth kar mujhko gale se laga
Aa uth kar mujhko gale se laga
Tu mera khuda mian tera khuda.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai?

"Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai?

The lyrics were written by Ravindra Jain and the music was composed by Ravindra Jain.

Where can I find Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai from?

"Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai?

This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.

About "Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Ravindra Jain, perfectly blends with the lyrics penned by Ravindra Jain.

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Mat Puchh Ke Kiske Aashiq Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.