Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan by singer Sadhana Sargam Lyrics in Hindi
Artist
Sadhana Sargam
Album
Language
Hindi
Music
Pradyumna Sharma
Lyricist
Balbir Nirdosh
Label
wings music
Genre
Devotional
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-09
Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Sung by Sadhana Sargam | Written by Balbir Nirdosh
Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan lyrics in Hindi with official video. Sung by Sadhana Sargam and written by Balbir Nirdosh. Watch & read full lyrics online.
Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam from Shree Sai Sankirtan Mala (2012). The music of Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan Devotion track is composed by Pradyumna Sharma while the lyrics are penned by Balbir Nirdosh.
Om sai ram om sai shyam om sai bhagwan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Karuna ke sagar daya nidhan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai charan ki dhul ko maathe jo lagaoge
Punya charon dhaam ka
Shirdi mein hi paoge
Hoga tumhara wahin kalyan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Koi shahanshah unko kahe
Shivka hi to rup hain
Chhaya hain wo dharm ki
Karm ki wo dhup hain
Padhate jo aaye hain ved puran
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Manawata ke sai ravi
Daya ke sai chaand hain
Sanchi prem dor se rahe
Wo sabko baandhe hain
Mandir masjid ek samaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sab ko samajte woh ek saa
Raaja ho yaa rank ho
Bhed aur bhaav ke mitta rahe kalank ko
Sabko samajte nij santaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ke dwar har ghadi
Satya ki barkha ho rahi
Joothe iss jahan ke
Paap kaale dho rahi
Karte hain sanka ka samadhaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Bair rahit kashish bhari
Sai se nirmal preet lo
Dushamani jo kar rahe
Unke dil bhi jeet lo
Sab pe chalate prem ke baan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai humein sikha rahe
Sab ka maalik ek hain
Ek si nazar se woh
Rahe sabhi ko dekh hain
Karte na sehate jo abhimaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ke dwar sheesh dhar
Do ghadi jo so gaye
Nafrato ke naag bhi
Vish rahit woh ho gaye
Har ek mushkil woh karte aashan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ke dar asar hota
Har dili fariyaad ka
Be aulaad paa gaye
Sukh wahan aulaad ka
Be jaan bhi wahan paa gaye jaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Door andhere kar rahi
Sai bhajan ki roshani
Rog sog har rahi sai naam sanjivani
Shradhha saburi ka dete hain daan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Saaf sudhha hoti hain jin dilo ki bhavana
Poori hoti unki hi sai ke dwar kamana
Kashth mitate kashth nidaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ki dhooni se kabhi tum bhabhoot le bhi lo
Har bala se ladne ki daivi shakti le bhi lo
Jag mein badha te bhakto ki shaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Aashtha mein preet ke saai ko jo pukarte
Sai khevaiyyan banke hi unki naiyyan tarate
Mann ki dasha woh lete hain jaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Chamtkaar sai baba ne jab nirale the kiye
Divya anokhe paani se jal gaye the sab deeye
Pal mein kiya thaa choor abhimaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Jin krur dushto ne dar dilo mein bhar diye
Sidhe sade sant ne sahi marg unko dikha diya
Daya dharma ka woh dete hain gyaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
atozlyric.com
Sai ke dwar jo juke meail mann ka saaf kar
Kusur sabke saai ne maaf kiye unko apna kar
Kehta tabhi hain sara jahan sai ke data sabse mahan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Duniya bhar ki nemate saai ji ke paas hain
Maang le jo hain maang na phir kyun itna udaas
Sab ko hi sukha ka dege vardaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Nishchhay vriksha ko yahan thante humne dekha hain
Khote sikko ko bhi to chalte humne dekha hain
Shradhha ka dete sada vardaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Meethi vaani ka sada ras yahan se maangiye
Kirti aur sanmaan sang yash yahan se mangiye
Binati woh lete bhakto ki maan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Saiji se yog ka kuchh to gyan lijiye
Aatma ko satya ki kuchh khorak to dijiye
Ghar baithe paaoge tum bhagwaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ke dwar mil gayi jinko sachi nokari
Sai daya se unki to saat pushti kar gayi
Dete alokik khushiyo ka daan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Jis kisi ne saai ka jaap dil se kar liya
Rahem to usne hi apne ghar ko bhar diya
Rehane na dete dukha ka nishaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Allah ishu satguru prabhu ke teeno roop hain
Teeno ke mila bana saai ka ye swaroop hain
Pooja jinke karta jahan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Door kalo mann se tum pehale ye dur bhavana
Preet tumhari jo sachi ho purn hogi kamana
Chhal bal lete hain pehchaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai sudha se ant ho paap aur santaap ka
Sai ne hi sikha diya ghun hain pachyatap ka
Agyani ko dete hain gyaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Neend dvesh taj ke jo saai saranam mein aa gaye
Karuna aur sadbhaav ka anand woh hi paa gaye
Sachai pe hain kurbaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Prem asru jo baha sai charan ko dhoyega
Uske jeevan ka zeher pal mein amrit hoyega
Kaanto ko karte pushp samaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Jis bhi dev ko praan de sai kala dikhayege
Chhod use yamraaj bhi khali loat jaayege
Palte vidhna ka vidhaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Jahan jade insaan hi kaatte insaan ki
Jarurat hain wahan badi sai ke pawab gyan ki
Neki se roke badi ka toofan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Kehata humko shirdi ka kan kan ye pukaar ke
Sai ka pyaar pana to beej golo pyaar ke
Pyar ka duja naam bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Dekh kar dukhiyo ko jin ke dil pigal gaye
Unko daya ke roop mein sai baba mil gaye
Sab ko bulate woh dayawaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Dhoka jo dege saai ko khud hi dhoka khaoge
Lok aur parlok mein kahin na bakshe jaaoge
Main hi nahi ye kehta jahan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai jinko pyare hain woh deewane saike
Unke liye hi khul gaye divya khazane sai ke
Woh nitya karte yahin gungaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Jab kahin nirdosh mann sai ko hi bulayege
Chhod shirdi pal mein hi sai dode aayege
Dukh har lenge daya ke nidhaan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Karuna ke sagar daya nidhan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan
Sai ram sai shyam sai bhagwan
Shirdi ke data sabse mahan..
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan?
"Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" is beautifully sung by Sadhana Sargam. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan?
The lyrics were written by Balbir Nirdosh and the music was composed by Pradyumna Sharma.
Where can I find Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.
Which album and language is Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan from?
"Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan?
This track falls under the Devotional genre and was released by wings music.
About "Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" – Lyrics Meaning & Theme
"Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Sadhana Sargam. The music, composed by Pradyumna Sharma, perfectly blends with the lyrics penned by Balbir Nirdosh.
The song dives into themes of Devotional. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Devotional music.
Released under the label wings music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Sai Ram Sai Shyam Sai Bhagwan" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.