Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai - Song Cover Image

Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai by singer Kumar Sanu Lyrics in Hindi

ArtistKumar Sanu
Album
LanguageHindi
MusicJeetu, Tapan
LyricistPandit K.Razdan
Labeltips music
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai Sung by Kumar Sanu | Written by Pandit K.Razdan

Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai lyrics in Hindi with official video. Sung by Kumar Sanu and written by Pandit K.Razdan. Watch & read full lyrics online.
Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Nasha (2000). Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai Sad soundtrack was composed by Jeetu, Tapan with lyrics written by Pandit K.Razdan.
Na kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Na kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Bas farz ada karunga
Bas farz ada karunga
Maine faisla kiya hai
Na kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Jaldi ke faislo mein
Tezzi se beh gaya hun
Kehna nahi thaa jo kuch
Main woh bhi keh gaya hun
Jaldi ke faislo mein
Tezzi se beh gaya hun
Kehna nahi thaa jo kuch
Main woh bhi keh gaya hun
Ab iss ke baad yaaron
Dil se dimaag tak main
Dil se dimaag tak main
Paidal chala karunga
Paidal chala karunga
Maine faisla kiya hai na
Kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Koi yahan na aaye
Rishto ka khyaal lekar
Kis ko jawaab doon
Main kis ka sawaal le kar
Koi yahan na aaye
Rishto ka khyaal lekar
Kis ko jawaab doon
Main kis ka sawaal le kar
Koi nahi soonaye
Ab daastane gham ko
Ab daastane gham ko
Khud se soona karunga
Khud se soona karunga
Maine faisla kiya hai na
Kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Dhundhle se pad gaye
Hai ehsaas ke jharokhe
Main kis taraf chala hun
Duniya na mujhko roke
Dhundhle se pad gaye
Hai ehsaas ke jharokhe
Main kis taraf chala hun
Duniya na mujhko roke
Jab bhi kisi ne puchha
Kya sabba hai berukhi ka
Kya sabba hai berukhi ka
Ye hi kaha karoonga
Ye hi kaha karoonga
Maine faisla kiya hai
Na kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Insaaf ka tarajoo hai
Waqt ki adaalat
Ab mere intehaan ki
Koi nahi zarurat
Insaaf ka tarajoo hai
Waqt ki adaalat
Ab mere intehaan ki
Koi nahi zarurat
Mera suluk lekin kya
Honga dushmano se
Kya honga dushmano se
Main hi faisla karoonga
Main hi faisla karoonga
Maine faisla kiya hai
atozlyric.com
Na kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai
Bas farz adaa karunga
Bas farz adaa karunga
Maine faisla kiya hai na
Kabhi wafa karunga
Maine faisla kiya hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai?

"Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" is beautifully sung by Kumar Sanu. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai?

The lyrics were written by Pandit K.Razdan and the music was composed by Jeetu, Tapan.

Where can I find Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai from?

"Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai?

This track falls under the Sad genre and was released by tips music.

About "Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" – Lyrics Meaning & Theme

"Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Kumar Sanu. The music, composed by Jeetu, Tapan, perfectly blends with the lyrics penned by Pandit K.Razdan.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label tips music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Na Kabhi Wafa Karunga Maine Faisla Kiya Hai" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.