Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam - Song Cover Image

Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam by singer Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Album
LanguageHindi
MusicChitragupta Shrivastava
LyricistMajrooh Sultanpuri
Labelsaregama
GenreQawwali
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam Sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur | Written by Majrooh Sultanpuri

Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur and written by Majrooh Sultanpuri. Watch & read full lyrics online.
Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Ramu Dada (1961). Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam Qawwali soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Kali ke jigar ke
Hue pahle tukde
To fir pyar karne
Ka pal bhi aaya
Tadap jab chuki
Mauj tufan me to
Gale se lagane
Ko sahil bhi aaya
Suna kaish ka hal
Duniya ne lekin
Jo laila pe gujri
Use kaun soche
Sitmagar katil
Hame kahne wala
Na hoti mohabbat
Agar hum na hote
Duniya me wafa
Hoti bahut badnam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Zinda hai zinda
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Wafa ka naam
Wafa ka nam naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Sune wo log jo aaho
Pe aahe bharte hai
Jinhe hai ishk wo
Fariyad nahi karte hai
Chalak aate hai nigaho
Me jo tukde dil ke
Ro lete hai andhero
Se gale mil mil ke
Ro lete hai andhero
Se gale mil mil ke
Deewano tumko to
Deewana na banna aaya
Jalane ka sokh hai
Parwana na banna aaya
Jalane ka sokh hai
Parwana na banna aaya
Shama kahte hamko
Kabhi socha dil ne
Jale hai hum to
Hua hai ujala mahfil me
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye jalna hamara kam
Auro ke liye auro ke liye
Auro ke liye jalna
Hamara hamara kam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka naam
Ho zara sunna zara
Sunna are mahfil walo
Na dekhoge kabhi
Aisa tamasha dil walo
Ke rashta bhul ke purab
Se range sham aaya
Jafa daro ke hothon
Par jafa ka nam aaya
Ab aise jaal na
Dalo are zulfo walo
Ab aise jaal na
Dalo are zulfo walo
Hame nadan na
Samjho are bhole bhalo
Tumhare jalwo ko
Aankho me na basna aaya
Tumhe to shisha e
Dil tod ke hasna aaya
Hamesha jahar jo de
Wo uthake jam aaye
Tumhare jhuthe labo
Par wafa ka naam aaye
Tauba ji tauba lijiye
Khuda ka naam
Tauba ji tauba lijiye
Khuda ka naam
Dekho ji dekho
Tum to na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka nam
Zinda hai zinda
Hamse wafa ka nam
atozlyric.com
Hamesha aapko aata
Hai badh ke ruk jana
Kisi ko lut ke parde
Me jake chhup jana
Hamesha aag udayi
Hai tumne raho me
Hamara nam hai ruswa
Tumhari aaho me
Yaha to aah ki tumse
Aah bhi na hui
Hamare dard me
Fir bhi kami na hui
Mohabbat thokre
Khati hai mahzabino me
Mohabbat or hasi
Ho gayi hasino me
Tauba ji tauba
Lijiye khuda ka naam
Tauba ji tauba
Lijiye khuda ka naam
Dekho ji dekho tum
To na do ilzam
Na do ilzam na do ilzam
Zinda hai zinda hamse
Wafa ka naam
Zinda hai zinda hamse
Wafa ka naam.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam?

"Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" is beautifully sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam?

The lyrics were written by Majrooh Sultanpuri and the music was composed by Chitragupta Shrivastava.

Where can I find Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam from?

"Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam?

This track falls under the Qawwali genre and was released by saregama.

About "Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" – Lyrics Meaning & Theme

"Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. The music, composed by Chitragupta Shrivastava, perfectly blends with the lyrics penned by Majrooh Sultanpuri.

The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Zinda Hai Zinda Hamse Wafa Ka Naam" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.