Kaise Bheege Bheege - Song Cover Image

Kaise Bheege Bheege by singer Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur Lyrics in Hindi

ArtistMohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Album
LanguageHindi
MusicRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistPrem Dhawan
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Kaise Bheege Bheege Sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur | Written by Prem Dhawan

Kaise Bheege Bheege lyrics in Hindi with official video. Sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur and written by Prem Dhawan. Watch & read full lyrics online.
Kaise Bheege Bheege lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Apna Ghar (1960). Kaise Bheege Bheege Romantic soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Prem Dhawan.
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali
Kaali ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege
Bheege pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Tum saath raho jo mere
Main raahen
Nayi banaa loon
Teri raahon ke kaanten
Apni palkon
Se uthaa loon
Tum saath
Raho jo mere
Main raahen
Nayi banaa loon
Teri raahon
Ke kaanten
Apni palkon
Se uthaa loon
Tu mera pyaar
meri bahaar
Mera singaar sajnaa
Kaise bheege
Bheege pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na
Ji hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Is duniya ki
Nazron se
Aa door kahin
Kho jaayen
Ji bhar ke jahaan
Dil jhoome
Ham geet milan
Ke gaayen
Is duniya ki
Nazron se
Aa door kahin kho jaayen
Ji bhar ke
Jahaan dil jhoome
Ham geet
Milan ke gaayen
Saare jag ko chhod
Liya tujh se jod
Jeewan ye maine apnaa
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na ji
Hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
atozlyric.com
Ham ik manzil
Ke raahi
Bichhdenge
Kabhi na milke
Duniya waale
Kyaa jaanen
Armaan hamare dil ke
Ham ik manzil ke raahi
Bichhdenge
Kabhi na milke
Duniya waale kyaa jaanen
Armaan hamare dil ke
Kaho dil ki baat
Din ho ya raat
Rahoon tere saath sajnaa
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aao chhed de
Taraane zara pyaar ke
Dekho kaali kaali
Ye ghataayen
Chali jaayen na ji
Hamko pukaar ke
Kaise bheege bheege
Pyaare hain nazaare
Aaaa aaaa ooo
Aaaa aaaa ooo.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Kaise Bheege Bheege lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Kaise Bheege Bheege" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Kaise Bheege Bheege?

"Kaise Bheege Bheege" is beautifully sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Kaise Bheege Bheege?

The lyrics were written by Prem Dhawan and the music was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

Where can I find Kaise Bheege Bheege lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Kaise Bheege Bheege" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Kaise Bheege Bheege?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Kaise Bheege Bheege from?

"Kaise Bheege Bheege" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Kaise Bheege Bheege?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Kaise Bheege Bheege" – Lyrics Meaning & Theme

"Kaise Bheege Bheege" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. The music, composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi), perfectly blends with the lyrics penned by Prem Dhawan.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Kaise Bheege Bheege" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.