Dil Se Hain Shehzaade Hum - Song Cover Image

Dil Se Hain Shehzaade Hum by singer Hemanta Kumar Mukhopadhyay Lyrics in Hindi

ArtistHemanta Kumar Mukhopadhyay
Album
LanguageHindi
MusicHemanta Kumar Mukhopadhyay
LyricistIndeevar (Shyamalal Babu Rai)
Labelsaregama
GenrePlayful
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Dil Se Hain Shehzaade Hum Sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Dil Se Hain Shehzaade Hum lyrics in Hindi with official video. Sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay and written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Watch & read full lyrics online.
Dil Se Hain Shehzaade Hum lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Lalten (1956). The music of Dil Se Hain Shehzaade Hum Playful track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Dil se hain shehzaade ham
Hai soorat bhale mawaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Dil se hain shehzaade ham
Hai soorat bhale mawaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Nahin pakaane waali ghar mein
Reh jaata dil machal machal
Nahin pakaane waali ghar mein
Reh jaata dil machal machal
Apne dam par hi to pyaare
Shahar ke chalte hain hotel
Shahar ke chalte hain hotel
Chuka na paaye bill to samjho
Kholi hamne khaali ki
Chuka na paaye bill to samjho
Kholi hamne khaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Dil se hain shehzaade ham
Hai soorat bhale mawaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
atozlyric.com
Sapnon ka ik mahal hai apna
Mahal mein dil ki raani hai
Sapnon ka ik mahal hai apna
Mahal mein dil ki raani hai
Waise to ye basti gandi
Chaali bahut puraani hai
Chaali bahut puraani hai
Dadagiri bhale kahe koi
Hamne to rakhwaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Dil se hain shehzaade ham
Hai soorat bhale mawaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Ham ne koi hamdard na paaya
Aur na kisi ka pyaar mila
Bhatak gaye ham raahon se jab
Khula na koi dwaar mila
Aankh khuli to pataa chala
Ye dagar to hai kotwaali ki
Aankh khuli to pataa chala
Ye dagar to hai kotwaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki
Dil se hain shehzaade ham
Hai soorat bhale mawaali ki
Khaali pocket rakhte hain
Par photo geeta bali ki.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Dil Se Hain Shehzaade Hum lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Dil Se Hain Shehzaade Hum" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Dil Se Hain Shehzaade Hum?

"Dil Se Hain Shehzaade Hum" is beautifully sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Dil Se Hain Shehzaade Hum?

The lyrics were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai) and the music was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

Where can I find Dil Se Hain Shehzaade Hum lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Dil Se Hain Shehzaade Hum" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Dil Se Hain Shehzaade Hum?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Dil Se Hain Shehzaade Hum from?

"Dil Se Hain Shehzaade Hum" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Dil Se Hain Shehzaade Hum?

This track falls under the Playful genre and was released by saregama.

About "Dil Se Hain Shehzaade Hum" – Lyrics Meaning & Theme

"Dil Se Hain Shehzaade Hum" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Hemanta Kumar Mukhopadhyay. The music, composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay, perfectly blends with the lyrics penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The song dives into themes of Playful. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Playful music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Dil Se Hain Shehzaade Hum" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.