Allah Jab Se Huyi by singer Asha Bhosle, Mohammed Aziz Lyrics in Hindi
Artist
Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Album
Language
Hindi
Music
Bappi Lahiri
Lyricist
Anjaan
Label
venus
Genre
Dance
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Allah Jab Se Huyi Sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz | Written by Anjaan
Allah Jab Se Huyi lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz and written by Anjaan. Watch & read full lyrics online.
LYRICS OF ALLAH JAB SE HUYI: The song is recorded by Asha Bhosle and Mohammed Aziz from Hindi film Param Dharam (1987) , directed by Swaroop Kumar. The film stars Mithun Chakraborty, Mandakini, Moushmi Chatterjee, Amrish Puri and Sridevi in the lead role. "Allah Jab Se Huyi" is a Dance song, composed by Bappi Lahiri , with lyrics written by Anjaan .
Allah jab se huyi main jawan
Allah jab se huyi main jawan
Zamana baiman ho gaya
Haye zamana baiman ho gaya
Aaya jab se ye solhva sal
Aaya jab se ye solhva sal
Dupatta baiman ho gaya haye
Dupatta baiman ho gaya
Delhi se aate hain ye dil lutane ko
Patiyala se aaye peene pilane ko
Kalkatte se aaye patta dikhane ko
Chhaya hai daulat ka dil pe nasha
Jhansi se aate hain hath ladane ko
Banglaur se aaye bangla dilane ko
Puna se aate hain chuna lagane ko
Chehre pe chehara laga ke naya
Mera gora mera gora badan ye jawan
Banaras ka pan ho gaya haye
Banaras ka pan ho gaya
Allah jab se huyi main jawan
Zamana baiman ho gaya
Haye zamana baiman ho gaya
Tirchhi nazar aisi tauba duhayi
Patli kamar ne to luti khudayi
Rab ne fursat mein surat banayi teri
Dekhe kahi bhi na aisi jawani
Lagti hai koi pari aasmani
Aankh tujhse ladi mot aayi meri
Yuhi lagaye ja thumke pe thumka
Meri jaan jaye to kya hain bura
Yuhi lagaye ja thumke pe thumka
Meri jaan jaye to kya hain bura
Aisi lachki ho aisi lachki
Kamar ki kaman marwadi pathan ho gaya
Haye marwadi pathan ho gaya
Allah jab se huyi main jawan
Zamana baiman ho gaya
Haye zamana baiman ho gaya
Aaye yaha jo bhi hain roop ke lobhi
Shamil karo unme na gori mujhko bhi
Main sacha aashiq hoon
Wo sare hain dongi
Dekho mujhe aazma ke zara
O aashiq mera aisa koi nahi hoye
Dulhan banake jo kothe se le jaye
Ye than ke hi to hum hain yaha aaye
Mar ke hi chhodenge ye dar tera
Dekhi teri ho dekhi teri ada ki
Wo shan ke banda kurban ho gaya
Haye ke banda kurban ho gaya
Allah jab se huyi main jawan
Zamana baiman ho gaya
Haye zamana baiman ho gaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Allah Jab Se Huyi lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Allah Jab Se Huyi" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Allah Jab Se Huyi?
"Allah Jab Se Huyi" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Allah Jab Se Huyi?
The lyrics were written by Anjaan and the music was composed by Bappi Lahiri.
Where can I find Allah Jab Se Huyi lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Allah Jab Se Huyi" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Allah Jab Se Huyi?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Allah Jab Se Huyi from?
"Allah Jab Se Huyi" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Allah Jab Se Huyi?
This track falls under the Dance genre and was released by venus.
About "Allah Jab Se Huyi" – Lyrics Meaning & Theme
"Allah Jab Se Huyi" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Aziz. The music, composed by Bappi Lahiri, perfectly blends with the lyrics penned by Anjaan.
The song dives into themes of Dance. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Dance music.
Released under the label venus in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Allah Jab Se Huyi" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.