Ek Diya Aur Toofan - Song Cover Image

Ek Diya Aur Toofan by singer Alka Yagnik Lyrics in Hindi

ArtistAlka Yagnik
Album
LanguageHindi
MusicBappi Lahiri
LyricistMaya Govind
Labelbmb music
GenreDevotional
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Ek Diya Aur Toofan Sung by Alka Yagnik | Written by Maya Govind

Ek Diya Aur Toofan lyrics in Hindi with official video. Sung by Alka Yagnik and written by Maya Govind. Watch & read full lyrics online.
Ek Diya Aur Toofan lyrics, the song is sung by Alka Yagnik from Diya Aur Toofan (1995). The music of Ek Diya Aur Toofan Devotion track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Maya Govind.
Bhramha vishnu
Hai maheshswara
Jag ke kripa nidhan
Ek bar phir dekh tu
Ban kar ke insaan
Vish peena aasam hai
Aansu pee kar dekh
Yaar se apne bichhad jaa
Aur phir jee kar dekh
atozlyric.com
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Mahendi ke badle haatho ko
Zakhmo se tune lal kiya
Sindur chhin ke khush hai tu
Ke tune bada kamal kiya
Mahendi ke badle haatho ko
Zakhmo se tune lal kiya
Sindur chhin ke khush hai tu
Ke tune bada kamal kiya
Doli to meri saji nahi
Sukh ki sehnayi baji nahi
Ek tuta darpan bana diya
Dulhan ko jogan ban diya
Sab jala diye armaan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jayenge
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai
Pehle to khushiya deta hai
Phir khushiyo se dar jayenge
Patthar tu tera dil patthar
Phir kyu ishwar kehlata hai
Angaaro pe aaj chalungi main
Gar tujhse itna kahungi main
Teri zidd hai to meri bhi zidd hai
Mere amar ko paa ke rahungi main
Tu isse chunauti mar
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
O duniya ke bhagwan bata
Bhagwan mera kyu chhin liya
Mere pyar ka dipak bujha diya
Kyu jalta hai phir tera jiya
Kaha chhupa hai tu bhagwan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan
Ek diya aur toofan.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Ek Diya Aur Toofan lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Ek Diya Aur Toofan" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Ek Diya Aur Toofan?

"Ek Diya Aur Toofan" is beautifully sung by Alka Yagnik. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Ek Diya Aur Toofan?

The lyrics were written by Maya Govind and the music was composed by Bappi Lahiri.

Where can I find Ek Diya Aur Toofan lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Ek Diya Aur Toofan" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Ek Diya Aur Toofan?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Ek Diya Aur Toofan from?

"Ek Diya Aur Toofan" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Ek Diya Aur Toofan?

This track falls under the Devotional genre and was released by bmb music.

About "Ek Diya Aur Toofan" – Lyrics Meaning & Theme

"Ek Diya Aur Toofan" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Alka Yagnik. The music, composed by Bappi Lahiri, perfectly blends with the lyrics penned by Maya Govind.

The song dives into themes of Devotional. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Devotional music.

Released under the label bmb music in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Ek Diya Aur Toofan" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.