Pyar Aur Mohabbat - Song Cover Image

Pyar Aur Mohabbat by singer Sonu Nigam Lyrics in Hindi

ArtistSonu Nigam
Album
LanguageHindi
MusicUstad Ghulam Ali
LyricistShamsa Muzffar Puri
Labelt-series
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Pyar Aur Mohabbat Sung by Sonu Nigam | Written by Shamsa Muzffar Puri

Pyar Aur Mohabbat lyrics in Hindi with official video. Sung by Sonu Nigam and written by Shamsa Muzffar Puri. Watch & read full lyrics online.
Pyar Aur Mohabbat lyrics, the song is sung by Sonu Nigam from Afsana (1997). The music of Pyar Aur Mohabbat Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by Shamsa Muzffar Puri.
Sikayat hai na kuch tumse gila hai
Bichadna to mukadar meub likha hai
Batau kya jara si zid ki khatir
Main uss se aur vo mujh se juda hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Dil pe jakham khana hai khana hai
Dil pe jakham khana hai
Aur muskurana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
atozlyric.com
Apne hotho ki ek hasi rakh do
Mere kamre me roshni rakh do
Mujhko majburiya se gera hai
Tum mera naam matlabi rakh do
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Ye tumhari aanke hai, aankhe hai
Ye tumhari aanke hai
Ya sharab khana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo ghata sawan main hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Vo ghata sawan main hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo hai dil mein dhadkan hoon
Wo ghata sawan main hoon
Mai hu uske dil ki sayari, sayari
Mai hu uske dil ki sayari
Wo mera afsana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Mohabbat jab sakune jindagi
Barbaad karti hai to
Lab khamosh rahte hai
Najar fariyad karti hai
Jigar rahe wafa mein naksh
Aise churahe hai
Ki duniya dekhti hai aur
Humko yaad karti hai
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Jisne ghum uthaye hai, uthaye hai
Jisne ghum uthaye hai
Usne raaj jana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Pyar Aur Mohabbat lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Pyar Aur Mohabbat" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Pyar Aur Mohabbat?

"Pyar Aur Mohabbat" is beautifully sung by Sonu Nigam. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Pyar Aur Mohabbat?

The lyrics were written by Shamsa Muzffar Puri and the music was composed by Ustad Ghulam Ali.

Where can I find Pyar Aur Mohabbat lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Pyar Aur Mohabbat" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Pyar Aur Mohabbat?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Pyar Aur Mohabbat from?

"Pyar Aur Mohabbat" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Pyar Aur Mohabbat?

This track falls under the Ghazal genre and was released by t-series.

About "Pyar Aur Mohabbat" – Lyrics Meaning & Theme

"Pyar Aur Mohabbat" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Sonu Nigam. The music, composed by Ustad Ghulam Ali, perfectly blends with the lyrics penned by Shamsa Muzffar Puri.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Pyar Aur Mohabbat" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.