Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta - Song Cover Image

Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta by singer Lata Mangeshkar Lyrics in Hindi

ArtistLata Mangeshkar
Album
LanguageHindi
MusicJaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
LyricistHasrat Jaipuri
Labelsaregama
GenreGhazal
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta Sung by Lata Mangeshkar | Written by Hasrat Jaipuri

Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta lyrics in Hindi with official video. Sung by Lata Mangeshkar and written by Hasrat Jaipuri. Watch & read full lyrics online.
Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Hariyali Aur Rasta (1962). Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta Ghazal soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyali aur yeh raasta
atozlyric.com
Phoola phala hai preet ka angna
Gaati hoon tere pyaar ki rachna
Dil ki yeh baaten
Dil mein na rakhna
Dil ki yeh baaten
Dil mein na rakhna
Keh do jo kehna hai
O more sajna
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Tum rehte ho mere mann mein
Jaise ujaala chaand ke tann mein
Jaise khushboo phool badan mein
Jaise khushboo phool badan mein
Jaise yeh thandak hai mast pawan mein
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Aag ulfat ki dil mein lagi hai
Dheere dheere badhti rahi hai
Pyaasi koyaliya jalti rahi hai
Pyaasi koyaliya jalti rahi hai
Jal jal ke tujh se yeh kehti rahi hai
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
In raahon par tera mera
Jeewan bhar ka waasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta
Yeh hariyaali aur yeh raasta.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta?

"Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" is beautifully sung by Lata Mangeshkar. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta?

The lyrics were written by Hasrat Jaipuri and the music was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

Where can I find Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta from?

"Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta?

This track falls under the Ghazal genre and was released by saregama.

About "Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" – Lyrics Meaning & Theme

"Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Lata Mangeshkar. The music, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi, perfectly blends with the lyrics penned by Hasrat Jaipuri.

The song dives into themes of Ghazal. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Ghazal music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Yeh Hariyaali Aur Yeh Raasta" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.