Uparwale Zulm Ki - Song Cover Image

Uparwale Zulm Ki by singer Anup Jalota Lyrics in Hindi

ArtistAnup Jalota
Album
LanguageHindi
MusicAnup Jalota
LyricistMaya Govind
Labelt-series
GenreSad
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Uparwale Zulm Ki Sung by Anup Jalota | Written by Maya Govind

Uparwale Zulm Ki lyrics in Hindi with official video. Sung by Anup Jalota and written by Maya Govind. Watch & read full lyrics online.
Uparwale Zulm Ki lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Maut Ki Sazaa (1991). Uparwale Zulm Ki Sad soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by Maya Govind.
Kaisi lut machi duniya mein
Zulm ka rang gehra hain
Chand sitare girvi hain aur
Aaftab pe pehra hain
Uparwale uparwale
Uparwale zulm ki seema
Tu bhi dekh zara
Kab atyachari payenge
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
Uparwale zulm ki seema
Tu bhi dekh zara
Kab atyachari payenge
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
atozlyric.com
Yaha to jiski hasti hain
Yeh basti uski basti hain
Yaha pe jeevan mahenga hain
Aur maut yaha pe sasti hain
Maut yaha pe sasti hain
Paap kare par phir bhi papi
Maaf kar diya jata hain
Mange jo insaf yaha
Wo saf kar diya jata hain
Saf kar diya jata hai
Rishvat dekar
Rishvat dekar apradho ki
File bant dee jati hain
Jo virodh karta hain
Uski jibh katali jati hain
Jibh katali jati hain
Chalti firti chalti firti lashe dekhi
Jeevan nahi dikha
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
Uparwale zulm ki seema
Tu bhi dekh zara
Kab atyachari payenge
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
Saitano ka jhankhat hain
Iss desh mein ab insaan nahin
Yeh koi aur desh lagta hain
Apna hindustan nahi
Apna hindustan nahi
Jaane kab wo din hoga
Jab soyi janta jagegi
Kab apne adhikaro ko
Yeh murda janta mangegi
Murda janta mangegi
Lakva mar gaya hain
Lakva mar gaya hain
Inko apni hi pehchan nahi
Yeh muthi bhar gunde jinko
Pura hindustan nahi
Pura hindustan nahi
Gunge behro
Gunge behro kabhi to sunlo
Waqt ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
Uparwale zulm ki seema
Tu bhi dekh zara
Kab atyachari payenge
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Uparwale uparwale uparwale
Aurat hasti nahi cheej hain
Milke bant lee jati hain
In safed kosho ke ghar se
Khun ki badbu aati hain
Khun ki badbu aati hain
Rakshak hi bhakshak ban baithe
Badla chalan hain duniya ka
Police officer neta mil kar
Dekho daal rahe daaka
Shasan bana kapoti inki
Anachar inka ghata
Mela karde maa ka aanchal
Dharm nisth ke nirmata
Raajneeti to vesya ho gayi
Bhrastachar badha
Kab atyachari payenge
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja
Maut ki saja maut ki saja.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Uparwale Zulm Ki lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Uparwale Zulm Ki" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Uparwale Zulm Ki?

"Uparwale Zulm Ki" is beautifully sung by Anup Jalota. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Uparwale Zulm Ki?

The lyrics were written by Maya Govind and the music was composed by Anup Jalota.

Where can I find Uparwale Zulm Ki lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Uparwale Zulm Ki" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Uparwale Zulm Ki?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Uparwale Zulm Ki from?

"Uparwale Zulm Ki" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Uparwale Zulm Ki?

This track falls under the Sad genre and was released by t-series.

About "Uparwale Zulm Ki" – Lyrics Meaning & Theme

"Uparwale Zulm Ki" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Anup Jalota. The music, composed by Anup Jalota, perfectly blends with the lyrics penned by Maya Govind.

The song dives into themes of Sad. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Sad music.

Released under the label t-series in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Uparwale Zulm Ki" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.