Dil Gaya To Gaya - Song Cover Image

Dil Gaya To Gaya by singer Shamshad Begum Lyrics in Hindi

ArtistShamshad Begum
Album
LanguageHindi
MusicGhulam Mohammad
LyricistKaifi Azmi
Labelsaregama
GenreHappy
Year2020
Starring
Release Date2020-01-09

Dil Gaya To Gaya Sung by Shamshad Begum | Written by Kaifi Azmi

Dil Gaya To Gaya lyrics in Hindi with official video. Sung by Shamshad Begum and written by Kaifi Azmi. Watch & read full lyrics online.
Dil Gaya To Gaya lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Shama (1961). The music of Dil Gaya To Gaya Happy track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Kaifi Azmi.
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Aapkaa aasraa mil gaya
Aapkaa aasraa mil gaya
Pyaar ko bhi khudaa
Mil gaya mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Chaahta thaa ye nafrat
Kaa mara jahaan
Chaahta thaa ye nafrat
Kaa mara jahaan
Ek hone na paayen
Zameen aasman
Ek hone na paayen
Zameen aasman
Roshni kaa andhere
Mein ghut jaaye dam
Roshni kaa andhere
Mein ghut jaaye dam
Chaand jaane na maane
Chakori kaa gham
Chaand jaane na maane
Chakori kaa gham
Chaand jaane na maane
Chakori kaa gham
Ho ho ho ho ho ho
Phool se door bhanwraa
Padaa tilmilaaye
Phool se door bhanwraa
Padaa tilmilaaye
Shamaa tak ud ke
Parwana aane naa paaye
Shamaa tak ud ke
Parwana aane naa paaye
Ho ho ho ho ho
Kar gayi kaam chupke
Se neechi nazar
Ho gayi dil dhadakne
Ki dil ko khabar
Ho gayi dil dhadakne
Ki dil ko khabar
Ho gayi dil dhadakne
Ki dil ko khabar
Dard ko ek dard
Aashnaa mil gaya
Dard ko ek dard
Aashnaa mil gaya
Dil gaya to gaya
Dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya
Dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya
Dilruba mil gaya
Le ke armaan ke din
Muraadon ki raat
Gham ki duniyaa mein
Aayi khushi ki baaraat
Hoti jaati hain
Aabaad tanhaiyaa
Dil ke nazdeek bajti
Hain shehnaayiyaan
Dil ke nazdeek bajti
Hain shehnaayiyaan
Dil ke nazdeek bajti
Hain shehnaayiyaan
O o o o o
Ankhdiyon mein lahakne
Lage sau chaman
Ankhdiyon mein lahakne
Lage sau chaman
Aarzuyen bani jaa
Rahin hain dulhan
Zindagi le chali hai
Nayi raah par
Lag na jaaye kahin
Mujhko meri nazar
Lag na jaaye kahin
Mujhko meri nazar
Lag na jaaye kahin
Mujhko meri nazar
Thaa jo qismat mein
Usase siwaa mil gaya
Thaa jo qismat mein
Usase siwaa mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
atozlyric.com
Aa ke mujhko sajaaye
Sanwaare koi
Goonth de mehki
Zulfon mein taare koi
Reh na jaaye kami
Husn ki shaan mein
Taank do chaand
Kore garebaan mein
Taank do chaand
Kore garebaan mein
Taank do chaand
Kore garebaan mein
Ho tamannaayen
Poori to aaye qubool
Muskaraaye hatheli
Pe mehandi ke phool
Muskaraaye hatheli
Pe mehandi ke phool
Haar naazuk si gardan
Mein dil mein bahaar
Haar naazuk si gardan
Mein dil mein bahaar
Ho mubaarak muhabbat
Ko solah singaar
Ho mubaarak muhabbat
Ko solah singaar
Ho mubaarak muhabbat
Ko solah singaar
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Aapkaa aasraa mil gaya
Aapkaa aasraa mil gaya
Pyaar ko bhi khudaa
Mil gaya mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya
Dil gaya to gaya dilruba mil gaya.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Dil Gaya To Gaya lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Dil Gaya To Gaya" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Dil Gaya To Gaya?

"Dil Gaya To Gaya" is beautifully sung by Shamshad Begum. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Dil Gaya To Gaya?

The lyrics were written by Kaifi Azmi and the music was composed by Ghulam Mohammad.

Where can I find Dil Gaya To Gaya lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Dil Gaya To Gaya" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Dil Gaya To Gaya?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-09.

Which album and language is Dil Gaya To Gaya from?

"Dil Gaya To Gaya" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Dil Gaya To Gaya?

This track falls under the Happy genre and was released by saregama.

About "Dil Gaya To Gaya" – Lyrics Meaning & Theme

"Dil Gaya To Gaya" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Shamshad Begum. The music, composed by Ghulam Mohammad, perfectly blends with the lyrics penned by Kaifi Azmi.

The song dives into themes of Happy. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Happy music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Dil Gaya To Gaya" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.