O Geet Nahin Ban Sakte - Song Cover Image

O Geet Nahin Ban Sakte by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi

ArtistAsha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
LanguageHindi
MusicLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Labelsaregama
GenreDance
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

O Geet Nahin Ban Sakte Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by Anand Bakshi

O Geet Nahin Ban Sakte lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by Anand Bakshi. Watch & read full lyrics online.
O Geet Nahin Ban Sakte lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Do Bhai (1969). O Geet Nahin Ban Sakte Dance soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
atozlyric.com
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara aaa
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Kisi mehfil mein
Kisi mehfil mein
Wo bhi chale aayen to
Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to
Dekhte unko dil dar jaata hai
Iss zamaane mein kuchh hamraaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Laralalala laralalala
Laralala laralala
Hahahahaha hahahahha hahahhaa hahahaha
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Aise mil jaati hai
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye
Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye
Jin ka matlab koyi na samjhe
Daastaane dil
Alfaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Duniya ke chehre par
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain
Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain
Jhooth pe sach ka dhokha ho jaata hai
In jahaan waalon ke andaaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Geet nahin ban sakte
Kuchh saaz aise hote hain
Baat nahin kar sakte
Kuchh raaz aise hote hain
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho
Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

O Geet Nahin Ban Sakte lyrics full version?

You can read the full lyrics of "O Geet Nahin Ban Sakte" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of O Geet Nahin Ban Sakte?

"O Geet Nahin Ban Sakte" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed O Geet Nahin Ban Sakte?

The lyrics were written by Anand Bakshi and the music was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal).

Where can I find O Geet Nahin Ban Sakte lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "O Geet Nahin Ban Sakte" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for O Geet Nahin Ban Sakte?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is O Geet Nahin Ban Sakte from?

"O Geet Nahin Ban Sakte" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of O Geet Nahin Ban Sakte?

This track falls under the Dance genre and was released by saregama.

About "O Geet Nahin Ban Sakte" – Lyrics Meaning & Theme

"O Geet Nahin Ban Sakte" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal), perfectly blends with the lyrics penned by Anand Bakshi.

The song dives into themes of Dance. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Dance music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "O Geet Nahin Ban Sakte" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.