Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein - Song Cover Image

Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein by singer Talat Mahmood Lyrics in Hindi

ArtistTalat Mahmood
Album
LanguageHindi
MusicRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Labelsaregama
GenreRomantic
Year2020
Starring
Release Date2020-01-08

Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein Sung by Talat Mahmood | Written by Shakeel Badayuni

Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein lyrics in Hindi with official video. Sung by Talat Mahmood and written by Shakeel Badayuni. Watch & read full lyrics online.
Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein lyrics, the song is sung by Talat Mahmood from Wanted (1961). Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein Romantic soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shakeel Badayuni.
Maine bhi husn ki nazro mein
Jagah payi hai
Tum mile ho to mohabbat se
Bahar aayi hai
Mere sine pe zara hath to
Rakh kar dekho
Dil ki dhadakan ye nahi
Pyar ki shahnai hai
Ye hasi rup ye zulfon ke
Nashile saye
Jaise bhar pur kayamat pe
Shabab aa jaye
Ye hasi rup ye zulfon ke
Nashile saye
Jaise bhar pur kayamat pe
Shabab aa jaye
Rukh se parde ko zara der
Hata rahne do
Tum ko dekhega wahi
Jis ki qaza aayi hai
Rukh se parde ko zara der
Hata rahne do
Tum ko dekhega wahi
Jis ki qaza aayi hai
Mere sine pe zara hath to
Rakh kar dekho
Dil ki dhadakan ye nahi
Pyar ki shahnai hai
Dil to kya jan bhi main tum pe
Luta sakta hu
Zindagi maut ke parde mein
Chhupa sakta hu
Mujhe gam do ki khushi
Ab hai tumhari marzi
Maine to ishq me mitne ki
Qasam khayi hai
Mere sine pe zara hath to
Rakh kar dekho
Dil ki dhadakan ye nahi
Pyar ki shahnai hai
atozlyric.com
Ishq ki rah me sahil bhi hai
Tufan bhi hai
Is me izzat bhi hai rusawai ke
Saman bhi hai
Ishq ki rah me sahil bhi hai
Tufan bhi hai
Is me izzat bhi hai rusawai ke
Saman bhi hai
Meri jan duniya ke dar se
Na badal jana tu
Kyonki ab mil ke na milne
Mein bhi rusawai hai
Meri jan duniya ke dar se
Na badal jana tu
Kyonki ab mil ke na
Milne mein bhi rusawai hai
Maine bhi husn ki nazro mein
Jagah payi hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

Frequently Asked Questions (Lyrics)

Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein lyrics full version?

You can read the full lyrics of "Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.

Who is the singer of Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein?

"Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" is beautifully sung by Talat Mahmood. Their voice brings life to the lyrics and music.

Who wrote and composed Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein?

The lyrics were written by Shakeel Badayuni and the music was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

Where can I find Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein lyrics in Hindi?

Find the complete lyrics of "Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).

Is there an official video for Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein?

Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.

Which album and language is Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein from?

"Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" is part of the album "" and is sung in Hindi.

What is the genre and label of Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein?

This track falls under the Romantic genre and was released by saregama.

About "Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" – Lyrics Meaning & Theme

"Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Talat Mahmood. The music, composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi), perfectly blends with the lyrics penned by Shakeel Badayuni.

The song dives into themes of Romantic. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Romantic music.

Released under the label saregama in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Maine Bhi Husn Ki Nazaro Mein" is an essential listen for fans of Hindi music.

Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.