Aadmi Ki Zindagi Ka by singer Asha Bhosle, Mohammed Rafi Lyrics in Hindi
Artist
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Album
Language
Hindi
Music
Jugal Kishore, Tilak Raj
Lyricist
M. G. Hashmat
Label
universal
Genre
Qawwali
Year
2020
Starring
Release Date
2020-01-08
Aadmi Ki Zindagi Ka Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Written by M. G. Hashmat
Aadmi Ki Zindagi Ka lyrics in Hindi with official video. Sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi and written by M. G. Hashmat. Watch & read full lyrics online.
Aadmi Ki Zindagi Ka lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Bheegi Palkein (1982). Aadmi Ki Zindagi Ka Qawwali soundtrack was composed by Jugal Kishore, Tilak Raj with lyrics written by M. G. Hashmat.
Jawa jismo ke milne me
Khudayi aag hoti hai
Ha ruhani vasl hota hai
Khudayi baat hoti hai
Kasam ulfat ki ulfat se
Gale milte ho jab mujhse
Tumhare pyar ko pakar
Meri ruh pak hoti hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Ha sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai
Ha pyar mile uska to
Jine ka maza hai
Pyar mile uska to
Jine ka maza hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai
atozlyric.com
Namaze ishq ka aashiq hu
Kalma padhne de
Ha ha kalma padhne de
Hansi chehare ko kaba man ke
Sazda karne de
Ha ha sazda karne de
Khudayi nur nazar aaye
Teri nazaro me
Usiki roshani me mujhko
Aage badhne de
Ha ah aage badhne de
Aisi baat hai
Aurta ki ulfat farishta bana de
Aurta ki ulfat farishta bana de
Khuda ki khudayi se
Rishta bana de
Khuda ki khudayi se
Rishta bana de
Wo chahe to insan ko
Itna utha de
Ke insa ka rutba
Khuda se mila de
Khuda se mila de
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa ha ha
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Khuda se mila hai
Khuda se mila hai
Mohabbta me insa
Khuda se mila hai
Ha ha sathi wafadar ho to
Jine ka maza hai
Aadmi ki zindagi ka
Aurat nasha hai
Mohabbat mandir masjid
Girjo se unchi hai
Mohabbat unchi hai
Mohabbat ki ibadat ka
Bana le zindagi ko
Saza le zindagi ko
Dua karta hu mola se ke
Jab tak sans chale
Barabar jaa bhi rakh pau
Husn ki bandgi ko
Ishq ki bandgi ko,
Mohabbta ki dolat
Khuda ki khudayi
Mohabbta ki dolat
Khuda ki khudayi
Jise mil gayi bandgi kam aayi
Jise mil gayi bandgi kam aayi
Na mai ji saki zindagi bhar
Na wo ji saka zindagi
Na use maut aayi
Use maut aayi
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina ha ha
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Ha mohabbat bina zindagi
Ek saza hai
Ha sathi samjhdar ho to
Jine ka maza hai
Aurat ki nazaro me
Shohar khuda hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Frequently Asked Questions (Lyrics)
Aadmi Ki Zindagi Ka lyrics full version?
You can read the full lyrics of "Aadmi Ki Zindagi Ka" in Hindi and English on AtoZLyric. The lyrics include translations, credits, and the official YouTube video.
Who is the singer of Aadmi Ki Zindagi Ka?
"Aadmi Ki Zindagi Ka" is beautifully sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Their voice brings life to the lyrics and music.
Who wrote and composed Aadmi Ki Zindagi Ka?
The lyrics were written by M. G. Hashmat and the music was composed by Jugal Kishore, Tilak Raj.
Where can I find Aadmi Ki Zindagi Ka lyrics in Hindi?
Find the complete lyrics of "Aadmi Ki Zindagi Ka" in Hindi here on AtoZLyric, including English transliterations (if available).
Is there an official video for Aadmi Ki Zindagi Ka?
Yes, the official music video is embedded above and was released on 2020-01-08.
Which album and language is Aadmi Ki Zindagi Ka from?
"Aadmi Ki Zindagi Ka" is part of the album "" and is sung in Hindi.
What is the genre and label of Aadmi Ki Zindagi Ka?
This track falls under the Qawwali genre and was released by universal.
About "Aadmi Ki Zindagi Ka" – Lyrics Meaning & Theme
"Aadmi Ki Zindagi Ka" is a Hindi track from the album "", sung by the immensely talented Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music, composed by Jugal Kishore, Tilak Raj, perfectly blends with the lyrics penned by M. G. Hashmat.
The song dives into themes of Qawwali. The poetic verses reflect real emotions that resonate with fans of Qawwali music.
Released under the label universal in 2020, the song continues to receive love across streaming platforms. Whether you're revisiting this track or discovering it for the first time, "Aadmi Ki Zindagi Ka" is an essential listen for fans of Hindi music.
Don't forget to share your favorite line from the lyrics in the comments or with your friends. Music connects us—and great lyrics stay with us forever.