Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) by Suhail Zargar song Lyrics and video
Artist: | Suhail Zargar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Suhail Zargar |
Lyricist: | Suhail Zargar |
Label: | Zee Music Comapany |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) lyrics, the song is sung by Suhail Zargar from Raatein Kar Na Kharaab Tu (2019). Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) Happy soundtrack was composed by Suhail Zargar with lyrics written by Suhail Zargar. Wajah koi bhi ho Na bano fashana Na banta main majnu Na banta deewana Main markash hu ishq ka Sun le haseena Chahe meri baho mein Phir tu na aana Chahunga tujhe ha Yahi baat sach hai Par kab tak main chahu Ye maine na jaana Kal hoga kya main kaise batau Chal jaane de sab sun mera gaana Sun mera gaana, sun mera gaana Tere chehare ka noor Deta hai mujhe suroor Baki koi bhi nasha na chadhe Huzoor…! Teri ankho se sharab Tere hontho se gulaab Main churau behisab Koi kya kare, kya kare, kya kare Koi kya kare, kya kare, kya kare Lagi paani mein aag yu Hui niyate kharab kyu Paas aake na door ja Raatein kar na kharaab tu Raatein kar na kharaab tu Raatein kar na kharaab tu Fashano ki duniya hai Duniya fasano ki Saayar se jayda hai Sunte hai deewano ki Har kahani mein yahi to hota hai Roti hai laila majnu kahi hota hai Na banana hai majnu na chahiye laila Par aise bhi mujhko na rahna akela Yahi baat sach hai main tujhko batau Aage ki kahani main gaa ke sunau Gaa ke sunau, main gaa ke sunau atozlyric.com Dil ka fashana hai sunanana Main hun shayar tu meri gajal Jo chalke paimane Teri ankho se deewane Saari duniya ke ho gaye katal Lagi paani me aag yu Duniya botle sharab tu Paas aake na door ja Raatein kar na kharaab tu Raatein kar na kharaab tu Raatein kar na kharaab tu. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Raatein Kar Na Kharaab Tu (Title) lyrics in Hindi by Suhail Zargar, music by Suhail Zargar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.