Aansuo Ko Thaam Le by Anuradha Paudwal song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Vyas |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Aansuo Ko Thaam Le lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Chhota Baap (1977). The music of Aansuo Ko Thaam Le Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Bharat Vyas. Aansuo ko tham le sabar se jo kam le Aafato se na dare mushkilo ko hal kare Apne man ki jis ke hath me lagam hai Aadami usi ka naam hai Aadami usi ka naam hai Aadami usi ka naam hai, oo ho Aansuo ko tham le sabar se jo kam le Aafato se na dare mushkilo ko hal kare Apne man ki kis ke hath me lagam hai Aadami usi ka naam hai, oo ho Aadami usi ka naam hai atozlyric.com Besahara hoke bhi sahara dund le Besahara hoke bhi sahara dund le Chir ke bhawar ko jo kinara dund le Zindagi sangram hai, sangram me laga rahe, Phal ki aasha chhod ke jo kam me laga rahe Aaram jiske vasate sada haram hai Aadami usi ka naam hai, oo ho Aadami usi ka naam hai Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de Ye zamana chahe jiske hatho me na hath de Khud bo khud hi chal pade agar koi na sath de Kab kise dare nahi kya kahana uski shan ke Waqt ka mukabala kare jo sina tan ke Jiski har ek sans deti pyar ka paigam hai Aadami usi ka naam hai Aadami usi ka naam hai oo ho Aansuo ko tham le sabar se jo kam le Aafato se na dare mushkilo ko hal kare Apne man ki jis ke hath me lagam hai Aadami usi ka naam hai, oo ho Aadami usi ka naam hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aansuo Ko Thaam Le lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.