Jawab Jiska Nahin by Asha Bhosle, Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jatin Pandit, Mandheer Pandit |
Lyricist: | Anwar Farrukhabadi |
Label: | EMI Music |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Jawab Jiska Nahin lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Dil Hi Dil Mein (1982). The music of Jawab Jiska Nahin Qawwali track is composed by Jatin Pandit, Mandheer Pandit while the lyrics are penned by Anwar Farrukhabadi. Main hasina mera husn magar aam nahi Wo sitamgar hu ke jispar koi ilzam nahi Apni mahbub ada pe bharosha hai mujhe Tumko apna na bana lu mera naam nahi Husn parwar kar pyar ka dastur nahi Ishk harjai ho ye bhi mujhe manjur nahi Ha jiski ulfat ka ujala hai meri duniya mein Aankh se dur sahi dil se mere dur nahi Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Ke chandani mein Ha ke chandani mein chandani mein Ke chandani mein use benakab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Mujhe bhi tumne yaha benakb dekha hai Mujhe bhi tumne yaha benakb dekha hai Batao mera mera mera batao mera Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Kya lubhayenge ye jalwe ye najare Mujhko yaad hai uski Yaad hai uski nigaho ke ishare mujhko Chhup gaya hai wo hasi chand Mera badal mein Isiliye aankhe dikhate hai sitare mujhko Mujhko Inho sitaro mein wo mahtab dekha hai Inho sitaro mein wo mahtab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Tum jawa ho to jawani ke najare dekho Husn ke phul, husn ke phul Husn ke phul adao pe sarare dekho Kin khyalo mein ho ghum khoye Ho kin khwabo mein leke In reshmi baho ke sahare dekho Ke bhul jai agaar koi khwab dekha hai Ke bhul jai agaar koi khwab dekha hai Kahte hai jise ishk dua bhi hai dawa bhi Shola bhi hai mahbub ke daman ki hawa bhi Ye ishk masiha bhi katil ki ada bhi Mil jata hai is rah me bande ko khuda bhi Ke aashiko ko yaha kamayab dekha hai Ke aashiko ko yaha kamayab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai Dekha hai dekha hai Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai atozlyric.com Aashik yaha dilwar ka jo mohtaj na hota To sar mein mere husn ka ye taj na hota Hote jo tumhari tarah sab chahne wale Har dil pe hasino ka raz na hota Dilbaro ko sada kamyad dekha hai Dilbaro ko sada kamyad dekha hai Batao mera mera mera mera Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Dekha hai dekha hai dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Batao mera kahi bhi jawab dekha hai Mera jalwa bhi kitna pyara hai Mera jalwa bhi kitna pyara hai Kya tamasha Kya tamasha tamasha Kya tamasha tamasha Kya tamasha tamasha tamasha tamasha Kya tamasha hai kya najara hai Tere pyar ko kyu na dil me jagah du Kare tu ishara to jalwa dikha du Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Ishk kab taj hukumat ke liye marata hai Ishk to apne hi mahbub ka dam bharta hai Ishk jab chahe jamale rukhe laila deke Chad ke suli pe wo dildar ka jawa dekhe Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa unka jalwa hai Koi pata hai koi khota Koi pata hai koi khota Ye tamasha to roz hota hai Ye tamasha tamasha Ye tamasha tamasha tamasha tamasha Ye tamasha to roz hota hai Yahi aashiki hai to wo khud ko mitade Wo jalwa dikhaye to najre jhuka de Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Kaha kho gaye ho kidhar dekhte ho Ek main hu idhar tum udhar dekhte ho Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa unka jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai Jalwa jalwa kaisa jalwa hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Jawab Jiska Nahin lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music by Jatin Pandit, Mandheer Pandit. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.