Bikhre Hain Sare Khwab by Penaz Masani song Lyrics and video
Artist: | Penaz Masani |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Penaz Masani |
Lyricist: | |
Label: | Universal Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bikhre Hain Sare Khwab lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Dil Ke Qareeb (1987). The music of Bikhre Hain Sare Khwab Ghazal track is composed by Penaz Masani while the lyrics are penned by . Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah Thehra hua hain Waqt siyaraat ki tarah Bikhre hain sare khwab Udata hain mujhko dekh ke Deewaro ka rang Udata hain mujhko dekh ke Deewaro ka rang Badala hua hain Shehar bhi haalat ki tarah Badala hua hain Shehar bhi haalat ki tarah Bikhre hain sare khwab Raaho mein jaane Kitane zamano ka ajs hain Raaho mein jaane Kitane zamano ka ajs hain Sadiya hain mere Samane lamhaat ki tarah Sadiya hain mere Samane lamhaat ki tarah Bikhre hain sare khwab Aandhi guzar chuki hain Magar kis ko doon sada Aandhi guzar chuki hain Magar kis ko doon sada Har sheh bikhar gayi hain Mere saath ki tarah Har sheh bikhar gayi hain Mere saath ki tarah Bikhre hain sare khwab atozlyric.com Rashiq kaha pe laayi hain Phoolo ki aarzoo Rashiq kaha pe laayi hain Phoolo ki aarzoo Patthar bhi ab azizi hain Augaat ki tarah Patthar bhi ab azizi hain Augaat ki tarah Bikhre hain sare Khwab khayalat ki tarah Thehra hua hain Waqt siyaraat ki tarah Bikhre hain sare khwab Khayalat ki tarah. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bikhre Hain Sare Khwab lyrics in Hindi by Penaz Masani, music by Penaz Masani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.