Tera Ram Tere Mann Mein by Hemant Kumar song Lyrics and video
Artist: | Hemant Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah |
Lyricist: | Pandit Madhur |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tera Ram Tere Mann Mein lyrics, the song is sung by Hemant Kumar from Chandrasena (1959). The music of Tera Ram Tere Mann Mein Playful track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Pandit Madhur. Kyun dhoondhe dharti ke upar Kyun dhoondhe aakaash Dekh zara man ki aankhon se Tera ram hai tere paas Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Ram janam mein ram maran mein Ram basaa kan kan mein hai aa aa aa Ram janam mein ram maran mein Ram basaa kan kan mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai atozlyric.com Aa aa aa aa aa aa Agni bankar ram suraj ke Dil ki prem jalan mein hai Dil ki prem jalan mein hai Ram chaand ka roop bana kar Rajni ke aangan mein hai Rajni ke aangan mein hai Aa aa aa aa aa aa aa aa aa Jalkar kahe deewaana deepak Ram mere tanman mein hai Ram janam mein ram maran mein Ram basaa kan kan mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Aa aa aa aa aa aa Ram naag ke phan mein naache Ram been ki dhun mein hai Ram been ki dhun mein hai Ram chhupa phoolon ke andar Kaliyon ke upvan mein hai Kaliyon ke upvan mein hai Aa aa aa aa aa aa aa aa aa Ram haath ki rekha mein hai Kismat ke daaman mein hai Ram janam mein ram maran mein Ram basaa kan kan mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai Tera ram tere man mein hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tera Ram Tere Mann Mein lyrics in Hindi by Hemant Kumar, music by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.