Tohfa Yeh Gham Ka by Chandan Dass song Lyrics and video
Artist: | Chandan Dass |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Jaidev Verma |
Lyricist: | Faaiz Anwar |
Label: | T-Series |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Tohfa Yeh Gham Ka lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Jab Dil Karta Hai Peete Hain (2002). The music of Tohfa Yeh Gham Ka Sad track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by Faaiz Anwar. Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Ik bewafa ne daulat ki khaatir Ik bewafa ne daulat ki khaatir Meri wafaa ko nilaam kar diya Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya atozlyric.com Khaaya hain dhoka dil ko lagake Luta hain usne mujhe apna bana ke Phir aankh bheegi phir dard jaaga Tadpaye mujh ko woh phir yaad aake Ye kyaa tamasha sare aam kardiya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Ye kyaa tamasha sare aam kardiya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Paake use yun khon na padega Rushwa mohabbat mein hona padega Ik pal khushi ki kyaa ye saja hain Har ek pal mujh ko rona padega Aagaaz hi mein anzaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Aagaaz hi mein anzaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Uski nazar mein daulat hain sabkuch Joothi zamane ki souhrat sab kuch Usne kiya hain chahat ka saudaa Meri nazar mein to chahat hain sabkuch Usne to mujhko badnaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Usne to mujhko badnaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Ik bewafa ne daulat ki khaatir Ik bewafa ne daulat ki khaatir Meri wafaa ko nilaam kar diya Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya Karna na thaa jo woh kaam kar diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tohfa Yeh Gham Ka lyrics in Hindi by Chandan Dass, music by Jaidev Verma. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.