Janam Janam Tumko Sanam Chaaha by Anuradha Paudwal, Udit Narayan song Lyrics and video

Artist:Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Album: Single
Music:Nikhil, Vinay
Lyricist:Yogesh Gaud
Label:T-Series
Genre:Romantic
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Janam Janam Tumko Sanam Chaaha lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Chor Aur Chand (1993). The music of Janam Janam Tumko Sanam Chaaha Romantic track is composed by Nikhil, Vinay while the lyrics are penned by Yogesh Gaud.
Janam janam tumko sanam
Chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you
atozlyric.com
Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you
Hu tere badan ki khushbu se
Mahki meri sanse hain
Tere sundar sapno mein
Dubi meri aankhe hain
Tere badan ki khushbu se
Mahki meri sanse hain
Tere sundar sapno mein
Dubi meri aankhe hain
Tumse aaj milke arman
Mere dil key hone lage javan
I love you i love you
O…janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
Ho i love you i love you
Yeh mausam yeh tanhayi,
Yeh pal kitne pyare hain
Lagta hai ham do premi,
Pyar key do banjare hain
Yeh mausam yeh tanhayi,
Yeh pal kitne pyare hain
Lagta hai ham do premi,
Pyar key do banjare hain
Chalte aao milke, milta hai
Jameen se nila gagan jahan
Ho i love you i love you
Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you
Tumse nazar takrate hi
Maine toh pahchan liya
Bin puchhe hi pal bhar
Mein naam tumhara jan liya
Tumse nazar takrate hi
Maine toh pahchan liya
Bin puchhe hi pal bhar
Mein naam tumhara jan liya
Mere tum khuda
Ho dilbar dilruba ho,
Sab kuchh ho jaane jaan
I love you i love you
Janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
I love you i love you
O..janam janam tumko
Sanam chaha teri kasam
Tum ho mere phir tumse
Kahne mein kya sharam
Kahne mein kya sharam
Ho i love you i love you.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Janam Janam Tumko Sanam Chaaha lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, Udit Narayan, music by Nikhil, Vinay. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.