Saajan Se Milne by Anuradha Paudwal song Lyrics and video
Artist: | Anuradha Paudwal |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Hasan Kamal |
Label: | T-Series |
Genre: | Wedding |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Saajan Se Milne lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Paraya Ghar (1989). The music of Saajan Se Milne Marriage track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Hasan Kamal. atozlyric.com Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Jinse lagi lagan unse hoga milan Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi Lahke kajara tera mahke gajra tera Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi Ye rup uspe lutana hain aaj Hoga hain tujh par nisar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Ek aati hai rut ek jati hai rut Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi Chahte hain sabhi par ye sach hai sakhi Jisko chahe piya hain suhagan wahi Jisko chahe piya hain suhagan wahi Dil yu khushi se deewana hain aaj Tujh par diya khud ko war ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar Sajan se milne jana hain aaj Doli pe ho ja sawar ho Apne piya ko lubhana hain aaj Karle tu solah singar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Saajan Se Milne lyrics in Hindi by Anuradha Paudwal, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.