Pehchaan Lo by Shaan song Lyrics and video
Artist: | Shaan |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ram Sampath |
Lyricist: | |
Label: | Sony Music |
Genre: | Motivational, Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Pehchaan Lo lyrics, the song is sung by Shaan from Love-Ology (1997). Pehchaan Lo Motivational, Playful soundtrack was composed by Ram Sampath with lyrics written by . Hum khade hain pairo pe apne Phir bhi na jaane kyun Tute unke saare sapne Chal pade to roke na ruke Pijre se panchhi ud jaaye Koi pakd na sake Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo atozlyric.com Kal kya ho yeh kisne jaana hain Are kal ki chinta kar kar ke Nahin aaj gawana hain Aaj hum hain humse Yeh zamana hain Aane wali muskil ko Humse takarana hain Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo Do din ki zindgi do pal ki jawaani hain Phir kyun herangi yeh Sadiyon purani kahani hain Pehchaan lo hume jaan lo Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Par ab hain zimedaar pehchaan lo Hume jaan lo Hum pe na yakeen na hain aitbaar Hum ko har kadam pe karte hoshiyar Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar Mana hum nadan the Pehchaan lo. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pehchaan Lo lyrics in Hindi by Shaan, music by Ram Sampath. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.