Janani Jagat Ki by Hemant Kumar song Lyrics and video
Artist: | Hemant Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi, Anuradha Paudwal |
Label: | Saregama |
Genre: | Devotional |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Janani Jagat Ki lyrics, the song is sung by Hemant Kumar from Mera Karam Mera Dharam (1987). Janani Jagat Ki Devotion soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi, Anuradha Paudwal. Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Nis din tere gun jo gaye Mange bina sab wo paye Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Nis din tere gun jo gaye Mange bina sab wo paye Janani jagat ki shakti o mata atozlyric.com Tujhse mila hain vardan sabko Vardan sabko Tune diya hain har ghyan sabko Har ghyan sabko Budhi bhi di hain bal bhi diya hain Agni bhi di hain jal bhi diya hai Nirbal nahin hain koi bhi vyakti Tan man sabke hain teri shakti Tune sazaya jeevan ka mela Kyu koi samjhe khud ko akela Neelam ki pasli Tu sath degi tu sath degi Hum geer pade to Tu hath degi tu hath degi Tu laaz sabki rakhti hain mata Hum laaz teri rakhenge mata Sankat pade to himmat jo hare Sankat pade to himmat jo hare Mata tujhe wo ma kyu pukare Mata tujhe wo ma kyu pukare Tu le nahin de shakti o mata Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Nis din tere gun jo gaye Mange bina sab wo paye Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata Janani jagat ki shakti o mata Bhakto ke jeevan ki bhakti o mata. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Janani Jagat Ki lyrics in Hindi by Hemant Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.