Janhit Mein Jaari (Title Track) by Raftaar, Nakash Aziz song Lyrics and video
Artist: | Raftaar, Nakash Aziz |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Prini Siddhant Madhav |
Lyricist: | Raaj Shaandilyaa |
Label: | Hitz Music |
Genre: | Hip Hop |
Release: | 2022-06-04 |
Lyrics (English)
Aye yo! All the ladies out there This one for you you you For all my womaniya He janme sab she se janmi Duniya yeh saari hain Ab naa chalegi laundon ne jo Ki hoshiyari hain Agdam bagdam bohat huya Karli naari ne taiyaari hain Ise halke mein lene walon sunlo Suno suno suno suno suno suno Sab pe ek womaniya bhaari hain Yeh suchna janhit mein jaari hain Arre bhaari hain Yeh suchna janhit mein jaari hain Sab pe bhaarin Yeh suchna janhit mein jaari hain Arre ek womaniya Yeh suchna janhit mein Sab pe ek womaniya bhaari hain Arre ek womaniya Sabra ab bohat ho gaya Kitnon ka aapa kho gaya Joh bhi ho gaya ho gaya Ab naa zulm hum hone denge Ek naya desh baanega Swacch parivesh banega Apni mata beheno ki Izzat ab naa khone denge Srijan huya naari se sabka Roop bada vikraal hain iska Kaali durga saraswati Sab naari hain kare dhyan tu jiska Naari shabd bada uttam hain Naari pratishtha sarvottam hain Phir kyun kaalik laaga raha hain Naari ko kyun sata raha hain Jis ghar mein naari naa pujte Uss ghar mein danav hain rehte Purushon mein sarvottam woh hain Maryada purushottam joh hain Beheno se raakhi hain maa se hai chhaya Biwi se hain ghar aur beti se maaya Inse hi to tu hain wajood mein aaya Bas itti si baat tu bhi samajh naa paya Kaaran janam ka naari hain Kahin ant ka naa ho gabhrata hoon Phir se kahi huyi baat mein Sunlo ek dafe dohrata hoon Hey janme sab she se janmi Duniya yeh saari hain Bilkul na chalegi laundon ne joh Ki hoshiyari hai Arre agdam bagdam bohat huya Karli naari ne taiyaari hain Halke mein lene waalon sunlo Suno suno suno suno suno suno Sab pe ek womaniya bhaari hain Yeh suchna janhit mein jaari hain Arre bhaari hain Yeh suchna janhit mein jaari hain Sab pe bhaari Yeh suchna janhit mein jaari hain Arre ek womaniya Yeh suchna janhit mein Sab pe ek womaniya bhaari hain Arre ek womaniya Bhaari hai bhaari hain bhaari hain. atozlyric.com Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
Lyrics (Hindi)
LYRICS OF JANHIT MEIN JAARI (TITLE TRACK) IN HINDI: 'जनहित में जारी (टाइटल ट्रैक)' The song is sung by Raftaar and Nakash Aziz from Hindi film Janhit Mein Jaari , directed by Jai Basantu Singh. The film stars Vijay Raaz, Nushrratt Bharuccha and Tinnu Anand in lead role. "JANHIT MEIN JAARI (TITLE TRACK)" is composed by Prini Siddhant Madhav , with lyrics written by Raaj Shaandilyaa . अये यो! आल द लेडीज आउट धेर धिस वन फॉर यू यू यू फॉर आल माय वुमनिया हे जन्मे सब शी से जन्मी दुनिया ये सारी हैं अब ना चलेगी लौंडों ने जो की होशियारी हैं अगड़म बगड़म बोहत हुआ करली नारी ने तैयारी हैं इसे हलके में लेने वालों सुनलो सुनो सुनो सुनो सुनो सुनो सुनो सब पे एक वुमनिया भारी हैं ये सुचना जनहित में जारी हैं अरे भारी हैं ये सुचना जनहित में जारी हैं सब पे भारीं ये सुचना जनहित में जारी हैं अरे एक वुमनिया ये सुचना जनहित में सब पे एक वुमनिया भारी हैं अरे एक वुमनिया सब्र अब बोहत हो गया कितनों का आपा खो गया जो भी हो गया हो गया अब ना ज़ुल्म हम होने देंगे एक नया देश बनेगा स्वच्छ परिवेश बनेगा अपनी माता बहेनो की इज़्ज़त अब ना खोने देंगे सर्जन हुआ नारी से सबका रूप बड़ा विकराल हैं इसका काली दुर्गा सरस्वती सब नारी हैं करे ध्यान तू जिसका नारी शब्द बड़ा उत्तम हैं नारी प्रतिष्ठा सर्वोत्तम हैं फिर क्यूँ कालिक लगा रहा हैं नारी को क्यूँ सता रहा हैं जिस घर में नारी ना पूजते उस घर में दानव हैं रहते पुरुषों में सर्वोत्तम वो हैं मर्यादा पुरुषोत्तम जो हैं बहेनो से राखी हैं माँ से है छाया बीवी से हैं घर और बेटी से माया इनसे ही तो तू हैं वजूद में आया बस इत्ती सी बात तू भी समझ ना पाया कारण जनम का नारी हैं कहीं अंत का ना हो गभराता हूँ फिर से कही हुयी बात में सुनलो एक दफे दोहराता हूँ हे जन्मे सब शी से जन्मी दुनिया ये सारी हैं बिलकुल ना चलेगी लौंडों ने जो की होशियारी है अरे अगड़म बगड़म बोहत हुआ करली नारी ने तैयारी हैं हलके में लेने वालों सुनलो सुनो सुनो सुनो सुनो सुनो सुनो सब पे एक वुमनिया भारी हैं ये सुचना जनहित में जारी हैं अरे भारी हैं ये सुचना जनहित में जारी हैं सब पे भारी ये सुचना जनहित में जारी हैं अरे एक वुमनिया ये सुचना जनहित में सब पे एक वुमनिया भारी हैं अरे एक वुमनिया भारी है भारी हैं भारी हैं.
About: Janhit Mein Jaari (Title Track) lyrics in Hindi by Raftaar, Nakash Aziz, music by Prini Siddhant Madhav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.