Damadam Mast Kalandar by Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad song Lyrics and video
Artist: | Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Sharda Rajan Iyengar |
Lyricist: | Akhtar Warsi |
Label: | Saregama |
Genre: | Qawwali |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Damadam Mast Kalandar lyrics, the song is sung by Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad from Mandir Masjid (1977). The music of Damadam Mast Kalandar Qawwali track is composed by Sharda Rajan Iyengar while the lyrics are penned by Akhtar Warsi. Tere dushman ki Har ek chal bhi Bekar ho jaye Fakiro ki dau le le To beda paar ho jaye Ithar aa mil fakiro se Amar ye pyar ho jaye Tere mehbub ka tujhko Abhi deedar ho jaye Dekh fakiri mein Kya kya hai gun pyare Dekh fakiri mein Kya kya hai gun pyare Kan khol kar baat hamari Sun pyare Mat gabhara sunle jara Tera badlega muqaddar Milega tujhko dilbar Fakiro se hi mil kar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Dekh kalandar kya kehta hai Tera muqaddar kya kehta hai Ghor se sun tu uski baate Waqt ka chakkar kya kehta hai Dene wala taad ke dega Tujhko chhappar faad ke dega Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Der hai par andher nahi Sun pyare Mat gabhara sunle jara Tera badlega muqaddar Milega tujhko dilbar Fakiro se hi mil kar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Jaan bhi khone se mohabbat Kya kharidi jayegi Kya kharidi jayegi Pyar sachha hai to daulat Kis tarah takarayegi Kis tarah takarayegi Do dilo ke bich ye Deewar ban sakti nahi Julm ban sakti hai lekin Pyar ban sakti nahi Julm ban sakti hai lekin Pyar ban sakti nahi Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar atozlyric.com Humko khabar hai Tujhko lagi hai dhun pyare Mat gabhara sunle jara Tera badlega muqaddar Milega tujhko dilbar Fakiro se hi mil kar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Dil juba tak baat aayi hai Tere ghar baraat aayi hai Lut sake na jisko koi Aisi daulat hath aayi hai Teri daulat pyar se hari Lut gayi teri punji sari Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Jisme phase khud jaal Na aise bun pyare Mat gabhara sunle jara Tera badlega muqaddar Milega tujhko dilbar Fakiro se hi mil kar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar Damadam mast kalandar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Damadam Mast Kalandar lyrics in Hindi by Jaani Babu Qawwal, Yusuf Azad, music by Sharda Rajan Iyengar. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.