Ek Din Arman Bhara by Mohammed Rafi song Lyrics and video
Artist: | Mohammed Rafi |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bulo C. Rani |
Lyricist: | Butaram Sharma |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Ek Din Arman Bhara lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Garibi (1949). Ek Din Arman Bhara Sad soundtrack was composed by Bulo C. Rani with lyrics written by Butaram Sharma. Ek din ek arman bhara dil Ek din ek arman bhara dil Ulfat se do char hua Ek din ek arman bhara dil Ek nayi duniya jo dekhi Us duniya se pyar hua Ek din ek arman bhara dil Haskar kan mein aasha boli Ye sab duniya teri hai Tere liye hi zindagi maine Charo aur bikheri hai Paake sahara aasha ka dil Paake sahara aasha ka dil Jine ko tyar hua Ek din ek arman bhara dil Ek din kismat dil se boli Pal raha hai mushkil tu Dekh raha hai khwab suhane Pagle nahi is kabil tu Haye lakh kaha kismat na mani Haye lakh kaha kismat na mani Kahna sab bekar hua Ek din ek arman bhara dil atozlyric.com Pyar ka mara dil bechara Kismat ko na shal saka Apni duniya dekh saka na Apna aap sambhal saka Tut gaya kismat ka mara Tut gaya kismat ka mara Marna bhi dushwar hua Ek din ek arman bhara dil Ek din ek arman bhara dil Ulfat se do char hua Ek din ek arman bhara dil. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Ek Din Arman Bhara lyrics in Hindi by Mohammed Rafi, music by Bulo C. Rani. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.