Ek Pyar Ka Nagma Hai by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video

Artist:Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Album: Single
Music:Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist:Santosh Anand
Label:Saregama
Genre:Motivational, Philosophical
Release:2020-01-08

Lyrics (English)

Ek Pyar Ka Nagma Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Shor (1972). Ek Pyar Ka Nagma Hai Motivational, Philosophical soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Santosh Anand.
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
La la la la la la la la la la la la
Kuch paakar khona hai
Kuch khokar paana hai
Jeevan ka matlab to
Aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se
Ek umr churaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
atozlyric.com
Tu dhaar hai nadiya ki
Main tera kinaara hoon
Tu mera sahaara hai
Main tera sahaara hoon
Aankhon mein samandar
Hai aashaaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Toofaan to aana hai
Aakar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka
Chhaakar dhal jaana hai
Parchhaaniyan reh jaati
Reh jaati nishaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai
Maujon ki ravaani hai
Zindagi aur kuch bhi nahin
Teri meri kahaani hai
Ek pyar ka nagma hai.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Ek Pyar Ka Nagma Hai lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.