Tum To Thehre Pardesi by Altaf Raja song Lyrics and video
Artist: | Altaf Raja |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Altaf Raja |
Lyricist: | |
Label: | Venus Records |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tum To Thehre Pardesi lyrics, the song is sung by Altaf Raja from Best Of Altaf Raja (2009). The music of Tum To Thehre Pardesi Romantic track is composed by Altaf Raja while the lyrics are penned by . Tum toh thehre pardesi Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Subaha pehli Subaha pehli Subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge Subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibhaaoge Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi Khichein khichein hue rahetin ho kyon Khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain Zara batao toh yeh imtihaan kiska hain Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga Hamein bhula do magar yeh to yaad hi hoga Nayi sadak pe purana makaan kiska hain Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi Jab tumhein akele mein meri yaad aayegi Aasuon ki Aasuon ki Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge Aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye Tujhko yeh tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge Tujhko dekhenge sitaarein toh ziya maangenge Aur pyaase teri julfo se ghata maangenge Apne kaandhe se duppata na sarakne dena Warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge Imaan se Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye Gam ke dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye Kesuwo ke Kesuwo ke Kesuwo ke ke saaye mein kab hamein sulaaoge Kesuwo ke ke saaye mein kab hamein sulaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho Is shehare namuraad ki izzat karega kaun Arey ham hi chale gaye toh mohabbat karega kaun Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu Is ghar ki dekhbhal ko viraaniyan to hu Jaale hata diye toh hifazat karega kaun Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho Mujhko katla kar daalo shauk se magar socho Mere baad Mere baad Mere baad tum kispar yeh bijliya giraaoge Mere baad tum kispar yeh bijliya giraaoge: Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge Yu toh zindagi apni maikade mein guzri hain Yu toh zindagi apni maikade mein guzri hain Ashko mein husno rang samota raha hu main Ashko mein husno rang samota raha hu main Aanchal kisika thaam ke rota raha hu main Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka Nikhra hain jaake ab kahi chehra shahur ka Barso ise sharab se dhota raha hu main Yu toh zindagi apni maikade mein guzri hain Behki hui bahaar ne peena sikha diya Badmast bargo baar ne peena sikha diya Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din Peeta hu is garaj se ke jeena hain chaar din Marne ke intejaar ne peena sikha diya Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain Yu toh zindagi apni maikade mein gujri hain In nashili In nashili In nashili aankhon se kab hamein peelaaoge In nashili aankhon se kab hamein peelaaoge Tum toh thehre pardesi saath kya nibahaaoge atozlyric.com Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar Kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar Kyon ke jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan Meri nazar mili thi ab yaad aa raha hain Shayad woh janwary thi Tum yu mili dubara phir maahe farwary mein Jaise ke hamsafar ho tum raahein zindagi mein Kitna hasi zamana aaya tha march lekar Raahein wafa pe thi tum waadon ki torch lekar Baandha jo ahde ulfat aprail chal raha tha Duniya badal rahi thi mausam badal raha tha Lekin mayi jab aayi jalne laga zamana Har shaks ki zabaan par tha bas yahi fasana Duniya ke darr se tumne badli thi jab nigaahein Tha june ka mahina lab pe thi garm aahein Jully mein jo tumne ki baatchit kutch kam Thein aasman pe baadal aur meri aankhein purnam Mahe agast mein jab barsaat hoo rahi thi Bas aasuon ki baarish din raat ho rahi thi Kutch yaad aa rahi hain woh maah tha sitambar Bheja tha tumne mujhko tarke wafa ka letter Tum gair ho rahi thi octubar aa gaya tha Duniya badal chuki thi mausam badal chuka tha Jab aa gaya navamber aaisi bhi raat aayi Mujhse tumhein chudane sajkar baraat aayi Bekhaif tha december jasbaat mar chuke thein Mausam tha sard usmain armaan bikhar gaye the Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Lekin yeh kya batau ab haal dusra hain Arey woh saal dusra tha yeh saal dusra hain Woh saal dusra tha yeh saal dusra hain Woh saal dusra tha yeh saal dusra hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tum To Thehre Pardesi lyrics in Hindi by Altaf Raja, music by Altaf Raja. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.