Gulshan Pe Hain Bahar by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) song Lyrics and video
Artist: | Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ghulam Haider |
Lyricist: | |
Label: | Saregama |
Genre: | Playful |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Gulshan Pe Hain Bahar lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Jag Biti (1946). Gulshan Pe Hain Bahar Playful soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by . Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re Beeta jo bachapan to aayi jawaani Beeta jo bachapan to aayi jawaani Uski kahani piya tumko sunaani Uski kahani piya tumko sunaani Jiya hai beqaraar baate To ho do-chaar piya aaja re Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re Sakhiyon ne daale hai Ambava pe jhule Sakhiyon ne daale hai Ambava pe jhule Aise samay mein Saiya tum hamko bhule Aise samay mein Saiya tum hamko bhule Jeevan ke ye din chaar kyun Jaane de bekaar piya aaja re Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re atozlyric.com Aankho mein aa ke Piya dil mein sama ja Aankho mein aa ke Piya dil mein sama ja Ujadi huyi tu meri duniya basa ja Ujadi huyi tu meri duniya basa ja Chhedege man ke taar gaayenge Hum malhaar piya aaja re Gulshan pe hain bahar koyal Ki hai pukaar piya aaja re. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Gulshan Pe Hain Bahar lyrics in Hindi by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), music by Ghulam Haider. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.