Dekhna Kaise Dara Diya by Asha Bhosle, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) |
Lyricist: | Anand Bakshi |
Label: | Saregama |
Genre: | Masti |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dekhna Kaise Dara Diya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Dildaar (1977). The music of Dekhna Kaise Dara Diya Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi. Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Achha arey baba bahadur Hai kya kehne aapke atozlyric.com O meri ma mar gayi main To jo tune gira diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Chhod chhad ke gaon ko Mar mitne ki mauj mein Arey chhod chhad ke gavo ko Mar mitne ki mauj mein Kar dekhe kuchh naujawa Bharti hoke fauj mein Maine bhi apna naam Unme likha diya Arey re re re ye kya kiya Mera kya hoga kaise jiungi Main to mar jaungi ha ha Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Darke raat ko sapne mein ha Darke raat ko sapne mein Maine shor machaya tha Ma ne puchha kya huya Kya huya arey kaun Yaha par aaya tha Main to nahi aaya tha Par galti se maine Tera naam bata diya Arey re re re ye kya kiya Ab kya hoga kaise Hoga kya karege Arey kaise milenge ha ha Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya Dekhna kaise dara diya Dara diya jiya dhadka diya. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dekhna Kaise Dara Diya lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, music by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.