Aakhri Baar (Title) by Palash Muchhal, Parry G song Lyrics and video
Artist: | Palash Muchhal, Parry G |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Palash Muchhal |
Lyricist: | Palash Muchhal, Parry G |
Label: | Zee Music Company |
Genre: | Love |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Aakhri Baar (Title) lyrics, the song is sung by Palash Muchhal, Parry G from Aakhri Baar (2019). The music of Aakhri Baar (Title) Love track is composed by Palash Muchhal while the lyrics are penned by Palash Muchhal, Parry G. Main aur tu kaafi the na thi koyi zaroorat Dil bhi tera tere chehre jitna khoobsurat Yehi soch ke main tujhmein poora kho gaya Kya socha tha, kya se kya ho gaya Main tujhko poochhun kya tha yeh Tu kehti sab mazaak tha Bandh gaya tha tujhse Ab band ho gaya raasta Hai tujhko mera vaasta Jawab de sawal ka Tere pyar ke jaal ka Mere bure haal ka Main abhi bhi yaad karke rota Kitna kiya tha samjhauta Jitna bada samjha humko Utna ho gaya main chhota Tujhe na kadar, tujhe na asar Chhodi na toone koyi bhi kasar Jaana chahata tujhse door Phir bhi teri saari khabar Par abhi na padta farak Dil ki baat kehni thi Ek aakhri baar teri bewafai sehni thi Tere gulami se ho gaya hoon ab azaad Dhayan se sunn le yeh baat ki atozlyric.com Aakhri baar kiya pyar tujhe Aakhri baar Aakhri baar kiya yaad tujhe Aakhri baar Woh saare lamhe ab aate mere saamne Jab base the ik dooje ke dil aur jaan mein Jab basi thi saasein teri muskaan mein Tabhi yeh faasle mere roz praan lein Main abhi bhi wahin hoon Tujhe yehi dhoond raha Tu hi mujhe dikh rahi Tera naam goonj raha Barsaati thi mujh pe pyar ki baarish Ab dhundne par bhi na milti hain boondein yahan Haan! Kyun kiya aisa chhod diya tadapne ko Kyun di yaadein jab deni thi rakhne ko Rasta bhatakne ko dil ka dard chakhne ko Pehle hath pakda phir keh diya hatne ko Itna aasaan tha to mujhko bhi sikha jaati Keh doon teri khushbu mein din raat teri yaad aati Lag raha hai khud se kar raha hoon baatein Kahne na bachi koyi baat baaki Aakhri baar Socha hum dono ke baare mein Aakhri baar Mere saare jazbaat haare the Aakhri baar Jo sehna tha seh liya Aakhri baar Jo kehna tha keh diya Aakhri baar kiya pyar tujhe Aakhri baar Aakhri baar kiya yaad tujhe Aakhri baar Aakhri baar kiya pyar tujhe Aakhri baar Aakhri baar kiya yaad tujhe Aakhri baar. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Aakhri Baar (Title) lyrics in Hindi by Palash Muchhal, Parry G, music by Palash Muchhal. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.