Chham Se Aaye by Asha Bhosle, Kishore Kumar song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Kishore Kumar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Anand Shrivastav, Milind Shrivastav |
Lyricist: | Sameer |
Label: | |
Genre: | Happy |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Chham Se Aaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Peechha Karro (1986). The music of Chham Se Aaye Happy track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer. Chham se aaye chham se jaaye Ik jhalak dikhlake Chham se aaye chham se jaaye Ik jhalak dikhlake Main hoon pyasa tu ghata hai Aa pyas meri bujha Aa ikde aa ho gori zara ikde aa Aa ikde aa ho gori zara ikde aa Aise take kaise jhake Dekhe kyu lalchake Aise take kaise jhake Dekhe kyu lalchake Kya hai tera mera rishta Tu chhod rashta mera Tikde ja ho pora zara tikde ja Tikde ja ho pora zara tikde ja ja ja atozlyric.com Bago mein kaliya kaliyo mein khushboo Khushboo mein dubi teri jawani Bago mein kaliya kaliyo mein khushboo Khushboo mein dubi teri jawani Pagal pawan mera pichha na kar tu Aise bana na jhuthi kahani Tu hai dali phulo wali Tu hai dali phulo wali Kate na dil mein chubha Aa ikde aa ho gori zara ikde aa Tikde ja ho pora zara tikde ja Aise pakad na meri kalai Dekhegi duniya main dungi duhai Aise pakad na meri kalai Dekhegi duniya main dungi duhai Doori sahi nahi jayegi humse Jeene na dengi teri judai O deewane dil hi jaane O deewane dil hi jaane Tera irada hai kya Tikde ja ho pora zara tikde ja Ikde aa ho gori zara ikde aa Sagar mein sipi sipi mein moti Moti ke jaisa tera badan hai Sagar mein sipi sipi mein moti Moti ke jaisa tera badan hai Yu dekh ke mere gore badan ko Kyu tere man mein jagi chubhan hai Dil mein aake dil chura ke Dil mein aake dil chura ke Yun na mujhe tadpa Ikde aa ho gori zara ikde aa Tikde ja ho pora zara tikde ja Inge wa ho gori zara ange wa Ange po ho appa ange po. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Chham Se Aaye lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Kishore Kumar, music by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.