Mujhko Raahon Pe Tum Chhodkar by Hemlata (Lata Bhatt) song Lyrics and video

Artist:Hemlata (Lata Bhatt)
Album: Single
Music:Usha Khanna
Lyricist:Gauhar Kanpuri
Label:KMI Music
Genre:Sad
Release:2020-01-09

Lyrics (English)

Mujhko Raahon Pe Tum Chhodkar lyrics, the song is sung by Hemlata (Lata Bhatt) from Besahara (1987). Mujhko Raahon Pe Tum Chhodkar Sad soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Gauhar Kanpuri.
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Main bhi gham ke andhero mein kho jaungi
O yaad rakhna zahar kha ke sau jaungi
O yaad rakhna
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
atozlyric.com
Tumko malum tha besahara hoon main
Unche ambar ka tuta sitara hoon main
Tumko malum tha besahara hoon main
Unche ambar ka tuta sitara hoon main
Tu to ho to gamo ko laga lu gale
Tu to ho to khushi ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Pyar ke parde mein dillagi tumne ki
Dushmnao ki tarha dosti tumne ki
Pyar ke parde mein dillagi tumne ki
Dushmnao ki tarha dosti tumne ki
Bani hain jo dushman meri jaan ki
O ho main us dosti ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
Chand ko chhune se hath jal jayenge
Kya khabar thi ki aise bhi din aayenge
Chand ko chhune se hath jal jayenge
Hain ujale andhere mere vaste
O ho main usi roshnai ka gala ghont doon
Mujhko raahon pe tum chhodkar chal diye
Modh aaya to munh modkar chal diye
Main bhi gham ke andhero mein kho jaungi
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi
O yaad rakhna
O yaad rakhna zehar kha ke sau jaungi.
Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.

About: Mujhko Raahon Pe Tum Chhodkar lyrics in Hindi by Hemlata (Lata Bhatt), music by Usha Khanna. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.