Veer Pratap by Roop Kumar Rathod song Lyrics and video
Artist: | Roop Kumar Rathod |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Prem Bhandari |
Lyricist: | Prem Bhandari |
Label: | T-Series |
Genre: | Other |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Veer Pratap lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Maharana Pratap: The First Freedom Fighter (2012). Veer Pratap Other soundtrack was composed by Prem Bhandari with lyrics written by Prem Bhandari. Oo oo Aajadi ki khatir dekho Sab kome mil kar ladti hai Kya likhu pratap ki gaatha Kalam ki sayahi kam padti hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai Aane wali nasalo ko Ye gorav gatha sunani hai Vir pratap ke jivan Ki dekho ye amar kahani hai Aane wali nasalo ko Ye gorav gatha sunani hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai Aajadi kayam rakhne ko Jivan bhar sangars kiya Aajadi kayam rakhne ko Jivan bhar sangars kiya Apne usulo ki khatir har Sukh ko jisne tayag diya Apne usulo ki khatir har Sukh ko jisne tayag diya Surajwanshi kul ke iss Suraj ki ajab kahani hai Surajwanshi kul ke iss Suraj ki ajab kahani hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai Din dharm ki baat na Karke ek kadi me jod diya Din dharm ki baat na Karke ek kadi me jod diya Inshn ko insan hi samjha Kabi na koi bhed kiya Insan ko insan hi samjha Kabi na koi bhed kiya Aan baan ki baate uski Jan jan tak pauchani hai Aan baan ki baate uski Jan jan tak pauchani hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai atozlyric.com Iss yug ke andiyare path ko Phir pratap ka noor mile Iss yug ke andiyare path ko Phir pratap ka noor mile Bhamasha viru rana aur Phir hakim kha sur mile Bhamasha viru rana aur Phir hakim kha sur mile Unke aadarso ki humko Ghar ghar jyot jagani hai Unke aadarso ki humko Ghar ghar jyot jagani hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai Aane waale nasalo ko ye Gorav gatha sunani hai Vir pratap ke jivan ki Dekho ye amar kahani hai. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Veer Pratap lyrics in Hindi by Roop Kumar Rathod, music by Prem Bhandari. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.