Bhare Hai Ankh Mein by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Bipin Babul |
Lyricist: | Anjum Jaipuri |
Label: | Saregama |
Genre: | Sad |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Bhare Hai Ankh Mein lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Sara Jahan Hamara (1961). Bhare Hai Ankh Mein Sad soundtrack was composed by Bipin Babul with lyrics written by Anjum Jaipuri. Bhare hai aankh mein aansu Khushi gham hoti jaati hai Wo kya bichhde hai hamse Zindagi kam hoti jati hai Bhare hai aankh mein aansu Khushi gham hoti jaati hai Wo kya bichhde hai hamse Zindagi kam hoti jati hai Bhare hai aankh mein aansu Kaha jaye kidhar jaye Nigaho mein andhera hai Kinara hath aaya tha Ke phir toofan ghera hai Tamanna zindagi ki ab To dil mein soti jati hai Bhare hai aankh mein atozlyric.com Muqaddar ban ke bigda hai Gila duniya se kya kije Hamara dil dhadakta hai Zara aawaz to dije Tumhara naam le le kar Mohabbat roti jati hai Bhare hai aankh mein Khushi gham hoti jaati hai Wo kya bichhde hai hamse Zindagi kam hoti jati hai Bhare hai aankh mein aansu. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Bhare Hai Ankh Mein lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh), music by Bipin Babul. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.