Dil Unko Dhoondhta Hai by Lata Mangeshkar song Lyrics and video
Artist: | Lata Mangeshkar |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
Lyricist: | Jan Nisar Akhtar |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Dil Unko Dhoondhta Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Yasmin (1955). The music of Dil Unko Dhoondhta Hai Romantic track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Jan Nisar Akhtar. Dil unko dhoondhta hai Ham dil ko dhoondhte hain Dil unko dhoondhta hain Ham dil ko dhoondhte hain Bhatke huye musaafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain Dil unko dhoondhta hai Ham dil ko dhoondhte hain Bhatke huye musaafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain Hum hain teri lagan hai Aye shama tu kahaan hai Hum hain teri lagan hai Aye shamma tu kahaan hai Parwaana bann ke teri Mehfil ko dhoondhte hain Mehfil ko dhoondhte hain Dil unko dhoondhta hai Ham dil ko dhoondhte hain Bhatke huye musaafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain atozlyric.com Duniya se hai niraala Dastoor aashiqon ka Aa aa aa aa Duniya se hai niraala Dastoor aashiqon ka Jeene ki aarzoo mein Qaatil ko dhoondhte hain Jeene ki aarzoo mein Qaatil ko dhoondhte hain Bhatke huye musaafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain Dil unko dhoondhta hai Ham dil ko dhoondhte hain Bhatke huye musaafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain Seene mein hasraton ka Jaaga hua hai toofaan Seene mein hasraton ka Jaaga hua hai toofaan Hum mauj banke apne Saahil ko dhoondhte hain Saahil ko dhoondhte hain Dil unko dhoondhta hai Ham dil ko dhoondhte hain Bhatke huye musafir Manzil ko dhoondhte hain Manzil ko dhoondhte hain. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Dil Unko Dhoondhta Hai lyrics in Hindi by Lata Mangeshkar, music by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra). Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.