Tere Hatho Me Apni Zindagi by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor song Lyrics and video
Artist: | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Hansraj Behl |
Lyricist: | Prem Warbartani |
Label: | Saregama |
Genre: | Romantic |
Release: | 2020-01-08 |
Lyrics (English)
Tere Hatho Me Apni Zindagi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor from Ek Din Ka Badshah (1964). Tere Hatho Me Apni Zindagi Romantic soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Prem Warbartani. Tere hatho me apni Zindagi ka saj dete hai Chale aao bhari mahfil se Hum aawaz dete hai Rat bhar haamko na uthne diya Maykhane se Kabhi aankho se pilai Kabhi paymane se Kabhi aankho se pilai Kabhi paymane se Haye kya rang hai Kya maut ki ranayi hai Aaj jannat meri Aankho me utar aayi hai Jab kiya hai kabhi Jannat ka tasuur hamne Jab kiya hai kabhi Jannat ka tasuur hamne Teri tasvir ubhar Aayi hai paymane se Teri tasvir ubhar Aayi hai paymane se Kabhi aankho se Pilai kabhi paymane se atozlyric.com Na bhari bazm se darte ho Na ghabrate ho Kaise nadan ho juda mann se Lipat jate ho Bekhudi me kisi daman se Lipatne ka maza Bekhudi me kisi daman se Lipatne ka maza Jake pucho kisi Bahke hue deewane se Jake pucho kisi Bahke hue deewane se Kabhi aankho se Pilai kabhi paymane se Jam nahi to Jaruri nahi jine ke liye Jisne majbur kiya Hai tumhe pine ke liye Tauba karne hi chale the ke Rukhe roshan par Tauba karne hi chalne the Ke rukhe roshan par Cha gayi kali ghata Julf bikhar jane pe Cha gayi kali ghata Julf bikhar jane pe Kabhi aankho se Pilai kabhi paymane se Tumne jab bhi Rukhe masum pe Dali najre Hamne Sharma ke sare bazm Jhuka li najre Teri jhukti hui najro ka Ishara to kar Teri jhukti hui najro ka Ishara to kar Hamne takra Diya paymane ko Paymane se Hamne takra Diya paymane ko Paymane se Kabhi aankho se Pilai kabhi paymane se. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Tere Hatho Me Apni Zindagi lyrics in Hindi by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, music by Hansraj Behl. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.