Pee Ke But Khana Bhi Maikhana by Avtar Singh song Lyrics and video
Artist: | Avtar Singh |
---|---|
Album: | Single |
Music: | Avtar Singh |
Lyricist: | Avtar Singh |
Label: | Tips Music |
Genre: | Ghazal |
Release: | 2020-01-09 |
Lyrics (English)
Pee Ke But Khana Bhi Maikhana lyrics, the song is sung by Avtar Singh from Husn -E- Ghazal (2001). Pee Ke But Khana Bhi Maikhana Ghazal soundtrack was composed by Avtar Singh with lyrics written by Avtar Singh. Jazbe wafa se kaam Liya aur pee gaye Saaqi se badh ke jaam Liya aur pee gaye Saaqi se badh ke jaam Liya aur pee gaye Maloom jab huaa ke Mainaab hain gara Maloom jab huaa ke Mainaab hain gara Allah miyaan ka naam Liya aur pee gaye Allah miyaan ka naam Liya aur pee gaye Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Rind ho phool bhi Paimana nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Pee ke but khana Mast nazron se peela Mujhko sharaabe irfaan Mast nazron se peela Mujhko sharaabe irfaan Teri aankhon mein to Maikhana nazar aata hain Teri aankhon mein to Maikhana nazar aata hain Rind ho phool bhi Paimana nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Pee ke but khana Mehfile ishq mein laazim Hain shamma ka jalna Mehfile ishq mein laazim Hain shamma ka jalna Shamma jalti hain to Parwana nazar aata hain Shamma jalti hain to Parwana nazar aata hain Rind ho phool bhi Paimana nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Pee ke but khana Unki nazron se nazar Jab bhi kabhi milti hain Unki nazron se nazar Jab bhi kabhi milti hain Raks karta huaa maikhana Nazara aata hain Raks karta huaa maikhana Nazara aata hain Rind ho phool bhi paimana Nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata Hain pee ke but khana atozlyric.com Aye ghame yaar kahin Aur chale hum dono Aye ghame yaar kahin Aur chale hum dono Ye jahaan ishq se Begana nazar aata hain Ye jahaan ishq se Begana nazar aata hain Rind ho phool bhi Paimana nazar aata hain Pee ke but khana bhi Maikhana nazar aata hain Pee ke but khana. Atozlyric.com is now on Facebook , Pinterest , Twitter and Instagram . Follow us and Stay Updated.
About: Pee Ke But Khana Bhi Maikhana lyrics in Hindi by Avtar Singh, music by Avtar Singh. Includes YouTube video and lyrics in multiple languages.